Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Help pls, Excel command

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Help pls, Excel command

    Asslam o Alaikum
    mujay excel meN kuch rahnumaai darkaar hay

    miCaal ke taur per ham column A meN ginti ya koi deta type kartayheN,,,

    aur rows ki taadad miCaal ke taur per 200 hay ya ziaya


    jab aham us ko print karna chahtay heN to agar wo deta 2.. ya 3 safhaat hay to print bhi 2.. ya 3 safhaat(pages) meN ho ga,,,

    mas'ala ye hay ke ham us ko cahtay heN ke computer row 1 se 50 tak print karay aur us ka agla hisha row 51 se 100 tak ka hisa aik hi safha (page) yani usi safha pr 1 inch ya 2 inch jaga choR kar print karay,,?

    Zaroori wazaahat:,,,, aisa mumkin hay,,,, meN kabi aisa print karta raha hooN,,, magar aisa print karnay ka tip bhool gia ,,, meN ne apnay haaN kai computer waalooN se poocha magar koi rahnumaai nahiN kar saka,,,

    umeed hay aap ahbaab meN se koi meri rahnumaai zaroor farmaay ga
    Wassalam
    Ameen Asim

  • #2
    Re: Help pls, Excel command

    aap os sab ko select ker k file main jaa ker
    select print area main click kar dia karian...

    Comment

    Working...
    X