Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

H3lp

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • H3lp

    Asslamualaikum!

    Umeed hai k aap sab Allah k fazal say fit Shit hon gay? mera aik masla hai jaisa k aaj kal bijli waqat by waqat jati hai to iss say jahan aur dusri electronics k i cheezain harab ho rahi hain iss tarha meray system(PC) k saath b aik prob ho gai thi k bar bar bijli band honay ki waja say meray PC say Office hatam ho gaya phir usay repair karna para to main yeh puchna cahti hun k main apnay PC k saath extra HD laga k pehli HD say data ka backup kaisay lay sakti hun:donno: :mm:PLZ aap mari H3lp zarur krain with detail !

  • #3
    Re: H3lp

    Designer4u bro aap ka bohat shukria magar kia main daily apny data ka backup lay sakti hun?

    Comment


    • #4
      Re: H3lp

      databackup aap do tarah lay saktay hain, cd's dvd's ya online uploading


      Comment


      • #5
        Re: H3lp

        waisy aap ka masla aap ny theek bian nahi kia---
        bar bar light jany sy ager windows crpt hui hay to zahir hay jo C: main files thee wo crpt hui hungii...
        aur ager D drive main jis main windows install nahi hay to wo to crpt nahi ho sakti..
        waisy aap ko new HD lagany kee zarorat nahi hain...
        jo b file banain osy save ker k pher save as D main kar lia karian ya kisi aur drive main jis main windows install nahi hay...
        abi mujy pata nahi hay k ap k pc main hd kee partition hui hy k nahi

        Comment


        • #6
          Re: H3lp

          Well ager sirf data ka back up kerna hai to simple D drive as khalil said mein Back Up Folder bana lein ya phir CD per write ker diya karein


          Comment


          • #7
            Re: H3lp

            Originally posted by Khalil View Post
            waisy aap ka masla aap ny theek bian nahi kia---
            bar bar light jany sy ager windows crpt hui hay to zahir hay jo C: main files thee wo crpt hui hungii...
            aur ager D drive main jis main windows install nahi hay to wo to crpt nahi ho sakti..
            waisy aap ko new HD lagany kee zarorat nahi hain...
            jo b file banain osy save ker k pher save as D main kar lia karian ya kisi aur drive main jis main windows install nahi hay...
            abi mujy pata nahi hay k ap k pc main hd kee partition hui hy k nahi
            Khali bahi mera masla yeh k light k band honay say Window to crpt nahi hui magr jaisa k main nay pehlay b bataya k Office crpt ho gaya tha Magr ab C:jo k 9.31GB ki hai us ki free sirf 1.01 rah gai hai iss waja say main koi prog ya software b install nahi kr sakti main daily disk clean b krti hun.

            Comment


            • #8
              Re: H3lp

              Originally posted by ESR View Post
              Khali bahi mera masla yeh k light k band honay say Window to crpt nahi hui magr jaisa k main nay pehlay b bataya k Office crpt ho gaya tha Magr ab C:jo k 9.31GB ki hai us ki free sirf 1.01 rah gai hai iss waja say main koi prog ya software b install nahi kr sakti main daily disk clean b krti hun.
              Nowadays you there are alot of cheap Portable Hard Drives available. You can use many Databackup softwares but you will have to define what kind of files ( Periority bases ) are important and backup should be taken.

              What you need to do is just connect your portable USB or Hard Drive ( or writeable DVD etc) and Run that Software wizard it will take back up automatically or keep connect that drive and set a timer (like every 1 hour ) it will take backup automatically. I think taking backup on same Hard Disk in other partition is not worth at all as Gurus says.

              As Back up software , there is one built in xp n vista but there are many other you can find in markete. :).

              Best of Luck.
              Last edited by GumShuda; 30 April 2008, 09:07.
              Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
              Sadly, common sense is not very common..!!

              Comment


              • #9
                Re: H3lp

                mera syatem kafi slow ho gaya hai aur C: ky liay low disk space ka mesg aata hai C: format b nahi hoti plz batain main kia karun ??????:donno:

                Comment


                • #10
                  Re: H3lp

                  aap plz apna windows reintaal karian format kar k DOS mod main

                  Comment


                  • #11
                    Re: H3lp

                    Khalil Bai phir to HD ki partition b banani pary gi aur iss k natijay main dusri drives ka data b hatam ho jay ga kia iss k elawa koi hal nahi hai?:donno:
                    Last edited by ESR; 3 May 2008, 06:10.

                    Comment


                    • #12
                      Re: H3lp

                      han hy hall ..jo un used programes hian unain khatam ker do means k un install ker doo..
                      ya pher ager aap .......
                      chalo aisa hay aap mera id add ker loo main ap ko samj samja donga inshaALLAH

                      Comment


                      • #13
                        Re: H3lp

                        Khalil Bahi aap ka bohat shukria k aap nay mari help ki! ab mai nay C: ko formate kr liya hai ab koi prob nahi hain aap sb ka bohat shukria!

                        Comment


                        • #14
                          Re: H3lp

                          chaloo shuker hay ap ka masla to hal hogia

                          Comment

                          Working...
                          X