Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Problem in "YAHOO" messenger.........

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Problem in "YAHOO" messenger.........

    Originally posted by miss sng View Post
    yehe sab setteing hay.........
    ab yahoo ka version "9.0" use kr rhi hun....
    aur ye to siray say kuch bhe nhi kr raha...........:((((((
    :khi::khi:ap yahoo use hi na kero hehe:khi: ap web se yahoo use kerlya kero..wo bhi acha hai...:D




    Comment


    • #17
      Re: Problem in "YAHOO" messenger.........

      Originally posted by Lagan View Post
      :khi::khi:ap yahoo use hi na kero hehe:khi: ap web se yahoo use kerlya kero..wo bhi acha hai...:D

      web sy he use kr rhi hun na
      but us pr options nhi hain na....send files,shre photos,voice,,,
      ab me ki koi saheli msn use he na karay to fir me ka kya kasoor hy...

      Comment


      • #18
        Re: Problem in "YAHOO" messenger.........

        windows new install kerlainn....bestt way theek hai..:D saray maslay khtam... Heheee aray Msn use nahi kerti ...tu ap kaho na masla hai ap ke liye itna bhi nahi kersaktii...:(




        Comment


        • #19
          Re: Problem in "YAHOO" messenger.........

          Originally posted by Lagan View Post
          windows new install kerlainn....bestt way theek hai..:D saray maslay khtam... Heheee aray Msn use nahi kerti ...tu ap kaho na masla hai ap ke liye itna bhi nahi kersaktii...:(
          hun....window new install karny ka koi irada nhi.....:donno:
          itna kuch fir sy install krna parta hay....

          baki abhi friends ko msn pr anay ka kahoon gi to he wo aein gi na....:khi:

          Comment


          • #20
            Re: Problem in "YAHOO" messenger.........

            Originally posted by miss sng View Post
            hun....window new install karny ka koi irada nhi.....:donno:
            itna kuch fir sy install krna parta hay....

            baki abhi friends ko msn pr anay ka kahoon gi to he wo aein gi na....:khi:
            acha abhi irada nahi hai..phir ap yahoo ka irada bhi terk kerdain..:D

            ARAY TU KAHAIN NA UN KO KE MSN PER AJAIN SAB..phir mojan keroo
            :lpop:




            Comment


            • #21
              Re: Problem in "YAHOO" messenger.........

              BTW Create new account at ur PC & use yahoo there
              Let's see if it works


              Comment


              • #22
                Re: Problem in "YAHOO" messenger.........

                aik aur hal hay, mere paas bhi yeh problem thi, jab aap messenger chalaya karein aur login kya karein usi waqt browser main yahoo ki website khol lya karein, aur udher se bhi login ho jaya karein, aur isi doran messenger se bhi login honay ki try kya karein, mere paas aisay theek ho gaya tha
                Allah

                Comment


                • #23
                  Re: Problem in "YAHOO" messenger.........

                  ap ko portable yahoo messnger chaiyee??hosaktaa hai us se ap ki problem solve hojay kya khayaal hai???:mm:ager chaiye tu me ko dasain mai apko deti hon..:D




                  Comment


                  • #24
                    Re: Problem in "YAHOO" messenger.........

                    MSN 9 pe....app yaho k freinds ko add kur sakti hein....

                    is tarah app ko unhe bulane ki zarurut nahi pare gi ...infact app un ko yaho ki id se hi msn pe add kurlein

                    Comment


                    • #25
                      Re: Problem in "YAHOO" messenger.........

                      Originally posted by MSA View Post
                      MSN 9 pe....app yaho k freinds ko add kur sakti hein....

                      is tarah app ko unhe bulane ki zarurut nahi pare gi ...infact app un ko yaho ki id se hi msn pe add kurlein
                      aray han aisa bhi hosakta hai...:D
                      lekin i think files wgera send nahi ki jasakti aise...:mm:
                      Last edited by Life is Alone; 22 April 2008, 23:29.




                      Comment


                      • #26
                        Re: Problem in "YAHOO" messenger.........

                        exactly files send nahi ki ja sakti aur i think nudges aur winks bhi naih ja te...

                        lekin janjhat se to jan chooti he....waisi yaho buhat complicated he...as compared to MSN

                        Comment


                        • #27
                          Re: Problem in "YAHOO" messenger.........

                          yahoo ka yeh problem mere saath bhi hua aur mere ek dost ke saath bhi aisa hi masla tha
                          main ne tu yahoo ko uninstall kar ke uss ke pehle version ko delete kar diya aur uss ki directory folders bi manually delete kar diye aur phir yahoo ka new version download kar ke install kiya tu phir yeh masla hal ho gia lekin yeh kissi dosre version ke saath voice active nahi hoti hai. lekin same version main yeh masla nahi hai.
                          jabke mere dost ne new windows install kar ke new version net se download kar ke insall kiya tu uss ka masla bhi hal hi gia.
                          ab aap ke saath kiya masla hai yeh yahoose khud hi poochh len muje tu lagta hai ke uss ne koi zid pakar lee hai aur app ko satane ki qasam kha lee hai. iss liye aap iss se jaan chhura le tu achha rahe ga.
                          best of luck
                          Pakistan ke awam zinda dil aur bashaoor hain iss liye awam ko kamzor na samjha jaaye. ab mulk
                          main jamhooriyat ho gee aur aamriyat ke haami bhaag jaayen ge.:insha:

                          Comment

                          Working...
                          X