Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

strange behaviour of eps file

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • strange behaviour of eps file

    assalam u alaikum

    mujhe kal se ek ajeeb problem aa rahi hai
    eps (inpage ki export form) file ko jab macromedia fireworks mein open karu ya phir import karu wo transparent form mein open nahi hoti hai
    means ke sirf text hi nazar aaye aur bg koi na ho
    file jab open hoti hai tou ek black grey layer text ke saath mojud hoti hai jissey saara image bhi chup jaata hai
    ussi eps file ko agar photoshop mein open karu tou sahi open hoti hai
    problem kaha hai?
    fireworks ke software mein ????
    plz mujhe iss ka solution bataiye
    fireworks dobara install kar ke dekh lu
    agar koi baat kahi se clear nahi hui tou wo bhi bata dijiye
    so experts waiting for ur solution :thmbup:
    :rose Refreshing_breeze :rose

  • #2
    Re: strange behaviour of eps file

    Mujhey Macromedia Fireworks ka nai pata - kabhi use nai kya lekan jesa aap ne bataya hay is se to yahi pata chalta hay ke Macromedia Fireworks main masla hay - aap us programme ki setting/Options wagaira check kareiN :) agar na ho to phir reinstall kar ke dekheiN :)
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: strange behaviour of eps file

      Originally posted by Yaaram View Post
      Mujhey Macromedia Fireworks ka nai pata - kabhi use nai kya lekan jesa aap ne bataya hay is se to yahi pata chalta hay ke Macromedia Fireworks main masla hay - aap us programme ki setting/Options wagaira check kareiN :) agar na ho to phir reinstall kar ke dekheiN :)
      thanx yaraam bhai
      kaafi time se fireworks use kar rahi hu
      kabhi problem nahi aayi hai
      patta nahi ye achanak kya ho gaya hai
      iss ki settings ko meine kabhi itna explore hi nahi kiya hai :blush:
      phir fireworks ko install karna bhi thora problem lagta hai
      jab uss ki ek file (cacker) ko kahi copy paste shaid karna parta hai
      thora wait kar leti hu
      shaid koi aur iss ka solution bata dey jo issey use karta ho
      Last edited by refreshing_breeze; 22 March 2008, 12:22.
      :rose Refreshing_breeze :rose

      Comment


      • #4
        Re: strange behaviour of eps file

        ji aap ko zaroor koi na koi sulotion mil jaye ga - wait experts aate hi hon gay :khi:
        Allah

        Comment


        • #5
          Re: strange behaviour of eps file

          koi expert hy????

          Comment


          • #6
            Re: strange behaviour of eps file

            Originally posted by Khalil View Post
            koi expert hy????
            aap hi bata dein:cc:
            Allah

            Comment


            • #7
              Re: strange behaviour of eps file

              Originally posted by refreshing_breeze View Post
              assalam u alaikum

              mujhe kal se ek ajeeb problem aa rahi hai
              eps (inpage ki export form) file ko jab macromedia fireworks mein open karu ya phir import karu wo transparent form mein open nahi hoti hai
              means ke sirf text hi nazar aaye aur bg koi na ho
              file jab open hoti hai tou ek black grey layer text ke saath mojud hoti hai jissey saara image bhi chup jaata hai
              ussi eps file ko agar photoshop mein open karu tou sahi open hoti hai
              problem kaha hai?
              fireworks ke software mein ????
              plz mujhe iss ka solution bataiye
              fireworks dobara install kar ke dekh lu
              agar koi baat kahi se clear nahi hui tou wo bhi bata dijiye
              so experts waiting for ur solution :thmbup:
              jab aap adob say file export kiya kerain to usay ping file format main rekhain is say file transparent rehay gi

              Comment


              • #8
                Re: strange behaviour of eps file

                Originally posted by naveed iqbal View Post
                jab aap adob say file export kiya kerain to usay ping file format main rekhain is say file transparent rehay gi

                Assalamualaikum Naveed bhai

                Aik galti ki nishaandahi karna chahongha ke yeh ping nahi "png" hay ...hope you dont mind.shukriya :)

                Comment


                • #9
                  Re: strange behaviour of eps file

                  png is the abreviation of ping

                  Comment


                  • #10
                    Re: strange behaviour of eps file

                    Originally posted by naveed iqbal View Post
                    jab aap adob say file export kiya kerain to usay ping file format main rekhain is say file transparent rehay gi
                    problem adobe photoshop mein nahi macromedia fireworks mein aa raha hai
                    jab mein (inpage) eps file ko fireworks mein import /open karu tou wo as a bitmap open hoti hai , some black/grey bg ke saath jo text ke upper hota hai.
                    jabke eps file ko jab open/import kiya jaata hai tou wo transparent hoti hai jiss mein sirf urdu text hi nazar aa raha hota hai

                    solution???
                    :rose Refreshing_breeze :rose

                    Comment


                    • #11
                      Re: strange behaviour of eps file

                      oho problem not solved yet ?

                      Comment

                      Working...
                      X