Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

[Web Designing]

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • [Web Designing]

    Assalam o alaikum

    mein ne yeh kehna tha.....k ....yeh web designing mein apploug sirf html pe hi kyun sikhate hien...

    kisi software k batae aur us pe kyun nahi sikhatae....???


    is ki koi khas waja????


  • #2
    Re: [Web Designing]

    koi khaas wajah nahi hai meray khiyaal mey logo ko website bananay ka ziyaada shauq hota hay isliye ziyaada tar HTML per articles likhay jarahay hay.... :)

    Comment


    • #3
      Re: [Web Designing]

      webiste kisi software pe bhi banai ja sakti he....
      mere khayl mein abb to technnology advancement ki waja se..software zayada asaan rahe ga...

      kia HTML standard he????

      Comment


      • #4
        Re: [Web Designing]

        haa software per bhi banayi jaasakti hay jaisay ke

        1-Adobe dreamweaver
        2.Webpage maker

        iske ilawa bhi dheero softwares hay jis say websites ba-asaani ban sakati hay.......

        last mey meri un dosto se guzarish hay ke jin ko softwares ke zariye websites bananay aati hay woh aagay aaye aaur hamay ssekhnay ka mauqay de...shukrIya.... :)
        Last edited by جنیداختر; 18 March 2008, 20:22.

        Comment


        • #5
          Re: [Web Designing]

          ji bilkul....

          Comment


          • #6
            Re: [Web Designing]

            khaas waja yeh hay MSA bhai keh HTML website designing ki basics hain, agra aap ki basics strong hain to hi to aap aagay barh saktay hain


            Comment


            • #7
              Re: [Web Designing]

              Originally posted by designer4u View Post
              khaas waja yeh hay MSA bhai keh HTML website designing ki basics hain, agra aap ki basics strong hain to hi to aap aagay barh saktay hain
              jee designer4u aap ki baat main yakeenan MSA kay liay jawab mojood hai..:)

              @ MSA ...aggar aap chahtay hain kay aap ki basics strong hon to HTML learning must hai...JUMS nay aap ko guide kia ha softwares ki janab ...jo kay drag and drop tools ki madad say aik achi website banaanay main madad kertay hain ...lakin Webdesigning ki buyaad HTML say ha ..so bunyaadi wajah yahi hai...:)
              Wakt milnay per kissi software per bhi sikhaya jaaye ga...InshaAllah:)

              Comment


              • #8
                Re: [Web Designing]

                acha bhai buhat shukria...

                Comment

                Working...
                X