Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

One Question

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • One Question

    Asslamualaikum!
    Allah k fazal say Umeed karti hun k aap sb hariat say hon gay !
    Mera aik question hai k main CON k naam ka aik folder desktop pr banana chahti hun magr wo nahi banta plz mujay koi batay k iss ki kia waja hai aur kia yeh ban sakta hai:donno:?

  • #2
    Re: One Question

    walaikum assalam

    app CON k naam ka folder nahi bana sakti .....
    is ki waja yeh k is naam ka folder windows ka built in folder hota..
    aur app yeh nahi bana sakte...kyun k yeh windows ka system folderhota he

    Comment

    • #3
      Re: One Question

      شکریہ اس فولڈرکی لوکیشن کیا ہے۔

      Comment

      • #4
        Re: One Question

        Originally posted by MSA View Post
        walaikum assalam

        app CON k naam ka folder nahi bana sakti .....
        is ki waja yeh k is naam ka folder windows ka built in folder hota..
        aur app yeh nahi bana sakte...kyun k yeh windows ka system folderhota he
        Bilkul sahi kaha ha CON k naam ka Folder nahi ban sakata ha .
        r Com1,com2,com3,com4,com5,com6,com7,com8,com9 k naam k folder nahi ban sakty haan.kion k yeh Compter Ports k address haan iss liy.

        Comment

        • #5
          Re: One Question

          You can creat folder naming con like this:

          1) go to run dialog.
          2) type cmd/command (command prompt gets opened)
          3) go to root directory like C:\ or D:\ etc
          4) type md\\.\\c:\\con ....(here is done)
          5) check the folder on the respected drive

          It works fine for me :)
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #6
            Re: One Question

            Originally posted by Masood View Post

            wow niceee tippp thanku..:)

            Comment

            • #7
              Re: One Question

              nice tip dear :)
              Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
              Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
              Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
              Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

              Comment

              • #8
                Re: One Question

                Originally posted by Masood View Post
                You can creat folder naming con like this:

                1) go to run dialog.
                2) type cmd/command (command prompt gets opened)
                3) go to root directory like C:\ or D:\ etc
                4) type md\\.\\c:\\con ....(here is done)
                5) check the folder on the respected drive

                It works fine for me :)
                Thanks MASOOD bai magr mujay to yeh message aata hai k
                The Network Path was not fond iss ka kia matlab hai :cc: kahin main command to galat nahi likh rahi plz help me!
                Last edited by ESR; 6 March 2008, 07:47.

                Comment

                • #9
                  Re: One Question

                  Originally posted by ESR View Post
                  Thanks MASOOD bai magr mujay to yeh message aata hai k
                  The Network Path was not fond iss ka kia matlab hai :cc: kahin main command to galat nahi likh rahi plz help me!
                  jee balkul aap command ghalat type ker rehay hain
                  masood bhai nay theek betaya hay

                  Comment

                  • #10
                    Re: One Question

                    Originally posted by ESR View Post
                    Thanks MASOOD bai magr mujay to yeh message aata hai k
                    The Network Path was not fond iss ka kia matlab hai :cc: kahin main command to galat nahi likh rahi plz help me!
                    ESR mujhey sirf tajasus hai...

                    aap is name ka yani CON name ka folder bnana kyun chahti hain? Koi special reason? :cc:
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #11
                      Re: One Question

                      Originally posted by Masood View Post
                      ESR mujhey sirf tajasus hai...

                      aap is name ka yani CON name ka folder bnana kyun chahti hain? Koi special reason? :cc:
                      Nahi MASOOD bai ko special reason nahi hai mujay to sirf kisi nai pucha tha k kia aisa ho sakta hai to main nay kaha main PG per pata karwaun gi yeh sirf knowledge k liay hai .plz mujay command bata dain pehlay muj say galt likhi gai hai.

                      Comment

                      • #12
                        Re: One Question

                        Originally posted by Masood View Post
                        You can creat folder naming con like this:

                        1) go to run dialog.
                        2) type cmd/command (command prompt gets opened)
                        3) go to root directory like C:\ or D:\ etc
                        4) type md\\.\\c:\\con ....(here is done)
                        5) check the folder on the respected drive

                        It works fine for me :)
                        Bohat Khoob bahi liken yeh folder to Del nahi ho ga ager iss tarah banaya :cc:.

                        Comment

                        • #13
                          Re: One Question

                          Originally posted by ESR View Post
                          Nahi MASOOD bai ko special reason nahi hai mujay to sirf kisi nai pucha tha k kia aisa ho sakta hai to main nay kaha main PG per pata karwaun gi yeh sirf knowledge k liay hai .plz mujay command bata dain pehlay muj say galt likhi gai hai.
                          Command wohi hain jo main ney likhey hain, aur yeh folder ban jata hai aur issey aap Explorer mein dekh bhi sakti hain, is mein files bhi save kar sakti hain.
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #14
                            Re: One Question

                            Ji yeh windows mein aik bug hay jo key Brazil kay aik aadmi nay find kia tha, aap CON naam ki file kaheen bhi nahi bana sakti hain, haan dos say yeh file ban sakti hay lekin woh delete nahi ho gi

                            Comment

                            Working...
                            X