Assalam o aalikum,
mein aik buri mushkil ka shikar ho gaya ho.....
pichlay dino mein ne windows aik waja se format ki......waja yeh thi k boot kurte waqt ata tha"device can't found press ctrl+altr+del" to restart...aur boot nahi hota kabhi ata "cann't load operating system"...
mein ne windows format kur di...aur NTFS mein kurdia..kuch din to pc sahi chala phir 3-4 baad heavy hone laga aur kal phir jub hang huwa to meinne restat kia to......aik dum wahi prb dubara agaya....
mein ne windows format ki he aur fat32 mein instal kur lia he....
lekin mujhay abb is ka hal talash kurna he....
kyun k mein baar baar windows install nahi kur sakta hur 5-6 din baad...
plz meri help karein...
thanks
Allah Hafiz

Comment