Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

2 months aur koi naheennnn.......

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • 2 months aur koi naheennnn.......

    taqreeban 2 months pehlay main nay nec e616v mobile ka data transfer software kay baray main poochaa tha lakin koi jawab nhain day saka koi baat nahin .......
    main nay market main kaafi maloomaat ki software to mil gaya per java game ko support hi nhain ker ta market main jo downloading walay bethay hin woh bhi nahin daal rahay lakin kuch to hai ................
    .
    yaar plz kisi ko pata hai to bata do tareeqa plzzzzzzzzz.........:mm:

  • #2
    Re: 2 months aur koi naheennnn.......

    Best tareeqa yeh hay ke mobile hay badal dey.

    Originally posted by khan2765031 View Post

    Comment

    • #3
      Re: 2 months aur koi naheennnn.......

      mashaallah kya tareeqa bataya hai aap nay thax

      yaar hamaray ghar main koi beemaar hota hai to hum us ka ilaaj khoondtay hain na kay badal detay hain:hathora

      Comment

      • #4

        yaar mobile koi insaan nahi hay

        Comment

        • #5
          Re: 2 months aur koi naheennnn.......

          Originally posted by jums View Post
          Best tareeqa yeh hay ke mobile hay badal dey.

          :khi::khi:

          Comment

          • #6
            Re: 2 months aur koi naheennnn.......

            jee nain mobils kay baray main nahain janta werna aap ko shaid aik ghanta bhi intezar na kerna perta

            Comment

            Working...
            X