Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hard Drive & CD-ROM Settings

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hard Drive & CD-ROM Settings

    Asslamo Aalaikum PG Members. Mujhe ye poochna tha ke agar 2 Hard Drives ko aik hi cable par lagaya jaye tou system middle connector se boot kare ga ya corner connector se aur jumper kis kaam ke liye use karte hain.

    Aik aur question ke issi tarah agar 2 CD-ROM lagaye jain tou master aur slave konse hoongay aur jumper kaya kaam kare ga ?

  • #2
    Re: Hard Drive & CD-ROM Settings

    W/Asslam.Mera Hum Naam Frind.agar aap 2 hard Drive Use Kerta Hain Tu Aap Aesa Kerna Ka aap apne Drive ka jumper ko Master Kerna aur Scond Drive Ka Jumper Ko Slave Ker Dain.kuch Hard Drive Ka Jumper Legna He Nahe Parta.Aur Aesa He Cd Room Ko Kia Jeta Hai.kuch system ko Bios Main Ja ker slect kia jeta hai ka kon se drive ko aap na first boot kerna hai.Try Link
    :welcome:www.shahiwala.tk:rose

    Comment


    • #3
      Re: Hard Drive & CD-ROM Settings

      Originally posted by DR.Shehzad View Post
      W/Asslam.Mera Hum Naam Frind.agar aap 2 hard Drive Use Kerta Hain Tu Aap Aesa Kerna Ka aap apne Drive ka jumper ko Master Kerna aur Scond Drive Ka Jumper Ko Slave Ker Dain.kuch Hard Drive Ka Jumper Legna He Nahe Parta.Aur Aesa He Cd Room Ko Kia Jeta Han.kuch system ko Bios Main Ja ker slect kia jeta hai ka kon se drive ko aap na first boot kerna hai.Try Link
      :clap::clap::clap:

      Comment


      • #4
        Re: Hard Drive & CD-ROM Settings

        Originally posted by shehzad_umar View Post
        Asslamo Aalaikum PG Members. Mujhe ye poochna tha ke agar 2 Hard Drives ko aik hi cable par lagaya jaye tou system middle connector se boot kare ga ya corner connector se aur jumper kis kaam ke liye use karte hain.

        Aik aur question ke issi tarah agar 2 CD-ROM lagaye jain tou master aur slave konse hoongay aur jumper kaya kaam kare ga ?
        hard disk kay uper hi lekha hota hay keh master wala jumper kon sa hay aur slave wala kon sa aap wehan say dekh ker jis hard drive ki window istemal kerna chahtay hain usay master bena lain aur dosri ko slave
        ye hi teriqa cd rom kay liye hay aap aik ko master aur dosri ko slave bana lain
        cd rom kay jumpers to bahut aasan hay teen hi hotay hain pela master dermiyan wala slave aur tesra cable sesect.cable select bhi master hi ki jega istemal kiya ja sakta hay

        Comment


        • #5
          Re: Hard Drive & CD-ROM Settings

          Originally posted by naveed iqbal View Post
          hard disk kay uper hi lekha hota hay keh master wala jumper kon sa hay aur slave wala kon sa aap wehan say dekh ker jis hard drive ki window istemal kerna chahtay hain usay master bena lain aur dosri ko slave
          ye hi teriqa cd rom kay liye hay aap aik ko master aur dosri ko slave bana lain
          cd rom kay jumpers to bahut aasan hay teen hi hotay hain pela master dermiyan wala slave aur tesra cable sesect.cable select bhi master hi ki jega istemal kiya ja sakta hay

          Bohut shukriya :thmbup: aap donou ka ab aik baat aur batadain ke Hard Drive/CD-ROM ko middle aur corner wale connector se Master ya Slave nahi banaya jasakata aur Jumper ka asal mein kaam kya hota hai.

          Comment


          • #6
            Re: Hard Drive & CD-ROM Settings

            hdd main jo ic legi hoti hay us main ye info set hoti hay keh ye master per chal rehi hay ya slave per.jab ham jumper legatay hain to us say aik lain conect ho jati hay jumper main serf conection hota hay .jab koi lain conect ho to ic pehchan leti hay keh say current kis pin say mil reha hay .is hesab say wo usay master ya slave show kerti hay
            mukhtelif dhh main master aur slave mukhtelif pins per rekhay hoe hotay hain kisi main ye first pin hpti hay to kisi main dosri ya tesri ya koi bhi .aap is ki aik nishani yad ker lain hdd per jo naqsha bena hota hay us main akser hdd kay aik terf aik pin aur baqi do do kay joray hotay hain ab dekhain jehan jumper legaya jata hay wehan aik terf aik pin ho gi aur pher do do kay joron ki shekal main hon gi .bas gen lain keh kis no. per master hay aur kis no. per salave
            khush reho dost

            Comment


            • #7
              Re: Hard Drive & CD-ROM Settings

              Thankoo but need more answrers for learning more about it

              Comment


              • #8
                Re: Hard Drive & CD-ROM Settings

                aap yu samjh lain keh aap kay gher ki light .jis tereh aik botton press kernay say bulb on hota hay aur dosra press kernay say fan chalta hay isi tereh aik jumper ko lega nay say aik row start hoti hay aur dosray say dosri

                Comment

                Working...
                X