Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Urgent Help

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Urgent Help

    Assalam o Alaikum....

    aik masla agaya he...
    mein ne abhi window install ki he....format kur k....

    masla yeh huwa he....k jub mein pc restart kurta ho to windows k 2 option atay hein k koun si select kurni he....

    jub k mere pass windows ka aik hi folder he...yani aik hi windows instal he....
    aur mazay ki baat yeh k...dono mein aik hi data he...yani jaisi aam tour pe aik window mein koi sftware instal karein to dosri mein nazar nahi aata ...lekin aisa nahi he...mein ne aik pe instal kia to wo dosre pe bhi he....

    to plz mujhay yeh batay ...k yah khatam kaise ho ga...
    mein ne boot ki text file mein jo data hota he wo paste kur raha ho..shayd yeh kuch madud kure app ki meri heklp kurne mein

    [boot loader]
    timeout=30
    default=signature(f8baf8ba)disk(0)rdisk(0)partitio n(1)\WINDOWS
    [operating systems]
    signature(f8baf8ba)disk(0)rdisk(0)partition(1)\WIN DOWS="Microsoft Windows XP Professional" /noexecute=optin /fastdetect
    multi(0)disk(0)rdisk(0)partition(1)\WINDOWS="Micro soft Windows XP Professional" /noexecute=optin /fastdetect


    aur meri windows slow bhi ho gai he...jub k new instal he....windows k bar tuk anay mein buat time leti he
    plz help me...

    thanks


  • #2
    Re: Urgent Help

    aap Windows key folder mein mojood file boot.ini ko edit kijiye aur sab sey aakhri line

    multi(0)disk(0)rdisk(0)partition(1)\WINDOWS="Micro soft Windows XP Professional" /noexecute=optin /fastdetect
    ko delete kar dein....

    Slow key barey mein kya kaha jaa sakta hai? Kya aap ney total deletion ki thi yani tumaam tar disk ko delete kiya tha? Ya pehley wali windows sey hi installation ki hai? Kya aap ney XP NTFS mein install ki hai ya FAT32 mein?
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Urgent Help

      Mein ne NTFS mein ki he....
      aur C drive ko format kia tha...asal mein wo corrupt ho gai thi...

      Comment


      • #4
        Re: Urgent Help

        Originally posted by MSA View Post
        Mein ne NTFS mein ki he....
        aur C drive ko format kia tha...asal mein wo corrupt ho gai thi...
        NTFS general slow hai, magar security wise best hai aur XP ko hamesha isi mein install karna chahiyey....

        Performance key liyey aap syslog dekhein agar wahan koi clue miley ....

        BTW boot.ini ko edit karney sey pehley uski aik copy kar lein.
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: Urgent Help

          ok...thanks

          Comment


          • #6
            Re: Urgent Help

            aap ye kam aik aur teriqe say bhi ker saktay hain
            my computer ki property lain advance per click kerain teen options aain gay sab say nichay startup and recovery ka option ho ga us ki setting per click kerain ab jo window aae us main edit per click kerain
            pic main aap ko jo boot inf ki files nezer a rehi hain aap kay pas in say aik zeyada ho gi pehli ko delete ker dain aur save ker dain aap ka masla hal ho jae ga
            ager aap apni files kay aakher main /sos lekh dain gay to aap ki window start honay ka style change ho jae ga aur start bhi juldi ho gi
            Attached Files

            Comment


            • #7
              Re: Urgent Help

              thanks..
              naveed bhai mein en aisia kia tha...

              bus abb aik masla reh gaya wo yeh k main logo..intel ki logo screen se...login screen tuk anay mein buhat time lugta he....plz us ka koi hal batai...

              thanks

              Comment


              • #8
                Re: Urgent Help

                run - regedit -h key-current user - control panel - disktop
                yehan aik value ho gi hungup timeout is ko edit ker kay is ki value 20000 say 4000 ker dain
                ab is path ko follow kerain
                h key -local machine-system -current controlset -control
                yehan aik value hay
                wait to kill timeout
                is ko bhi 20000 say 4000 ker dain
                aur aap ko uper jo /sos betaya hay wo bhi lekh ker save ker dain
                instalation kam say kam kerain serf bahut zaruri instalation kerain
                disktop per shortcuts weghaira na rekhain
                control panel main ja ker font per click kerain aur ghair zaruri fonts delete ker dain ager aap ko nahain malom keh kon say font ghair zaruri hain to sab ko thoray thoray ker kay delete kerain jo zaruri hon gay wo usi waqt khud hi wapas a jain gay
                thanks

                Comment


                • #9
                  Re: Urgent Help

                  run - regedit -h key-current user - control panel - disktop
                  yehan aik value ho gi hungup timeout is ko edit ker kay is ki value 20000 say 4000 ker dain

                  meri is entry ki value pehle se hi 5000 he
                  mein ne 2nd wali change kurdi he...
                  ab check kurta ho..

                  Comment


                  • #10
                    Re: Urgent Help

                    nahi huwa masla hul....
                    wahi prb abb bhi he...

                    Comment


                    • #11
                      Re: Urgent Help

                      signature(f8baf8ba)disk(0)rdisk(0)partition(1)\WIN DOWS="Microsoft Windows XP Professional" /noexecute=optin /fastdetect

                      bhai meri is line mein yeh signature ka kia mutlub...mein ne yeh kaheen nahi dekha....
                      plz app ko pata he kia...?

                      Comment

                      Working...
                      X