Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Windows xp lost settings

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Windows xp lost settings

    Assalammualaikum

    Meray pc mey aik masla aagaya hay aur woh yeh hay ke mey jab bhi koi file save ya koi bhi window ki setting karta ho aur jab pc restart karta hotu woh file ya setting phir se usi haalat mey chali jaati hay jo restart karnay se pehlay thi.files delete hojaati hay aur settings purani haalat mey chali jaati hay ...

    dosra masla yeh hay ke window xp chaltay chaltay shutdown hojaata hay na koi blue creen aati hay na koi error msg...

    Agar kisi ko iska hal maloom hay tu please help me...thanks in advance :)

  • #2
    Re: Windows xp lost settings

    Originally posted by jums View Post

    Salaam jums...

    If you can't even save a file to disk then there is a problem in hardware. Aap ki doosri problem bhi mujhey isi tarf ley jaa rahi hai kyun keh merey apney pc mein aisi problem thi keh suddenly it shutdown - us waqt problem motherboard ki thi - aap sey request hai keh sab sey pehley virus ya spyware check kijiye - agar koi virus ya spyware nahin aur aap abhi bhi koi file save nahin kar saktey - then try to defrag your harddisk - HD ki sehat ko janchein - yani check the condition of the harddisk - agar us mein bhi computer shutdown ho jaey to try to reply the HD first...
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: Windows xp lost settings

      i think u have install some deep freez

      Comment

      • #4
        Re: Windows xp lost settings

        aap ka jo pehla prob hay wo user account ki setting ka hay aap nay khud is terh ki setting ker di hay.aur jesa keh masood bro nay betaya hay ye masla hard ware ki kherabi ki weja say bhi aata hay
        aap ko dosra masla to waza hay aap ki koi hardware kam nahain ker reha ye sahi nahain hay laken praishani ki bat nahain aap ko serf ye kerna hay keh apna sound card,vga card. processer aur modam weghaira nekal ker pc ko achi terh air presure say saf kerna hay aur un ko dobara legana hay aap ka masla hal ho jae ga

        Comment

        • #5
          Re: Windows xp lost settings

          Thanks for your reply Masood bhai....

          Mera pela masla tu hal hogaya hay yani lost settings ka yeh masla is liye aaraha tha ke maine "Deep freeze" install kiya hua tha aur ab jab isko uninstall kiya tu lost setting ka masla hal hogaya hay files dobara se save hona shuru hogayi hay....ab jo dosra hay jaha tak maine internet per search kiya hay is hisaab se yeh overheating ka masla hay kiyu jab bhi mey koi heavy software use karta ho tu shutdown hojaata hay.....

          Originally posted by Masood View Post
          Salaam jums...

          If you can't even save a file to disk then there is a problem in hardware. Aap ki doosri problem bhi mujhey isi tarf ley jaa rahi hai kyun keh merey apney pc mein aisi problem thi keh suddenly it shutdown - us waqt problem motherboard ki thi - aap sey request hai keh sab sey pehley virus ya spyware check kijiye - agar koi virus ya spyware nahin aur aap abhi bhi koi file save nahin kar saktey - then try to defrag your harddisk - HD ki sehat ko janchein - yani check the condition of the harddisk - agar us mein bhi computer shutdown ho jaey to try to reply the HD first...

          Comment

          • #6
            Re: Windows xp lost settings

            Thanks khalil bhai aap ki think ne mera pehla masla hal kardiya hay yani Deep freeze ko uninstall karnay se lost settinsgs aur file save waghera ab honay lagi hay .... again thanks for ur reply :)

            Originally posted by Khalil View Post
            i think u have install some deep freez

            Comment

            • #7
              Re: Windows xp lost settings

              Thanks naveed bhai aapke reply ka mera pehla masla tu hal hogaya hay aur aapne jo dosray maslay ka hal bataya hay woh mujhse nahi hosakta kiyu ke mey laptop use karta ho aur mujhe laptop ko open karna aur uper se iskay parts saaf karna nahi aata ....anyways thanks for your reply... :)

              Originally posted by naveed iqbal View Post
              aap ka jo pehla prob hay wo user account ki setting ka hay aap nay khud is terh ki setting ker di hay.aur jesa keh masood bro nay betaya hay ye masla hard ware ki kherabi ki weja say bhi aata hay
              aap ko dosra masla to waza hay aap ki koi hardware kam nahain ker reha ye sahi nahain hay laken praishani ki bat nahain aap ko serf ye kerna hay keh apna sound card,vga card. processer aur modam weghaira nekal ker pc ko achi terh air presure say saf kerna hay aur un ko dobara legana hay aap ka masla hal ho jae ga

              Comment

              • #8
                Re: Windows xp lost settings

                Originally posted by jums View Post
                Thanks naveed bhai aapke reply ka mera pehla masla tu hal hogaya hay aur aapne jo dosray maslay ka hal bataya hay woh mujhse nahi hosakta kiyu ke mey laptop use karta ho aur mujhe laptop ko open karna aur uper se iskay parts saaf karna nahi aata ....anyways thanks for your reply... :)
                ager aap khud nahain kersaktay to kisi aur say kerwa lain
                is kam kay beghair ye aap ko tung kerta rehay ga aur ho sakta hay is ki weja say aap ka zeyada nuqsan ho jae

                Comment

                • #9
                  Re: Windows xp lost settings

                  Mera bahi aap ka masla ke hal yeh hai ka aap Partation dobra karina .kino ka aap ke hard main serus err hai.aap ka masla hal ho jae ga
                  :welcome:www.shahiwala.tk:rose

                  Comment

                  Working...
                  X