kia koi mujhe bata sakta hai ke ip ko kis tarah change kar sakte hai
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
ip change
Collapse
X
-
Re: ip change
ji han bilkul bata dete hien...
agur app ka ip static nahi he to....
start pe click karein.....run pe jaein...wahan "cmd" likhein....
phir jo window khulae us mien pehlay..."ipconfig/release" likh k enter press kurein....
phir us k baad ...wahi pe "ipconfig/renew" likh k enter dabaein ....
is se app ki ip address change ho jay ga...INSHALLAH
-
Re: ip change
Originally posted by MSA View Postji han bilkul bata dete hien...
agur app ka ip static nahi he to....
start pe click karein.....run pe jaein...wahan "cmd" likhein....
phir jo window khulae us mien pehlay..."ipconfig/release" likh k enter press kurein....
phir us k baad ...wahi pe "ipconfig/renew" likh k enter dabaein ....
is se app ki ip address change ho jay ga...INSHALLAHOriginally posted by mr.adnan View Postye static kia hota hai aur msa aap ne jo tarika batya tha wo me ne kiya lekin jo pehle ip thi meri wohi hai change nahi hoiOriginally posted by MSA View Postho sakta he app lan use kur rahe ho.....
aur app k service provider ne....app k lie aik khas ip provide ki ho...jaisw 192.168.10.1
to phir yeh change nahi ho sakti.....isse static kehte hien
Network yun hoti hai keh jab aap apney ISP sey connect hotey hain to ISP ney IP adresses ka aik pool allocate kiya hota hai - jo Internet IP NAHIN hotey balkeh unhein aap local area network IP kah saktey hain. Jab aap ka computer ISP key paas register hota to aap key computer ka MAC Address (yeh Network Interface Card ka woh address hota hai jo ussey Network per UNIQUE bnata hai, yun duniya bhar mein jitney bhi NIC hain sab ka aik UNIQUE MAC Address hai) - yeh MAC Address ISP key paas register ho jata hai, phir us MAC Address sey aik IP jorr diya jata hai - yeh IP is MAC Address sey us waqt tak connect rehta hai jab tak MAC Address ISP key sey release na kiya jaey - aur yeh amooman kam kam hi hota hai - siraf us soorat mein jab ISP khud apney router key address table ko clear karey ya manually ussey clear karey.
Ab aap jitni baat ipconfig /release - ipconfig /renew likhein - aap ko same IP miley ga - kyun keh aap ka MAC address register hai.tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: ip change
Originally posted by MSA View Postthanks for correcting me..
Static IP mein har computer ko aik khaas IP diya jata hai, jo usi computer per define kiya jata hai - maslan merey computer ki IP configuration mein IP ko aik khaas ip diya jaey jo kabhi change na ho - that's static ip ...tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
Comment