Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mujhey English seekna hai....?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mujhey English seekna hai....?

    Originally posted by naveed iqbal View Post
    koi bhi zuban sikhnay kay liye is ki basics ko samjhna zeruri tota hay
    ager kisi site say aap nay kujh bhi perh liya hay to is mutlab ye nahain keh aap nay is ko samjh bhi liya
    khas tor per ager aap ko bunyadi malumat nahain to aap kisi bhi jumlay kay zemanay ko hi nahain jan sektay
    esi surat main aap jo terjma kerain gay ho sakta hay keh wo khasa mezahiya ho
    is liye main yaaram bhi say mutafiq hon keh pehlay bunyadi baton ko samkhain aur grammer ko perhain
    ap ny kaha naveed bhai koe bhee zuban seekny k leeay basics ke zaroorat hotee hai teek hai lakin ap ko urdu ke kitne basics ateen hain

    urdu tu hum ny bagair kisi basic k seekee thee (ab please ye mat kahee ga k urdu humari national language hai es leea atee hai ...wo es leeay k yahan asee bohat se indians hain jin ko hindi nahi atee aur indians he hain)

    ap natural tareeky sy keune nahi english seektay.

    Comment


    • #17
      Re: Mujhey English seekna hai....?

      yar main sikha daita hun buhat asaan hay....

      Comment


      • #18
        Re: Mujhey English seekna hai....?

        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
        everythine need practies. so frist of one your allaround setup to talk always in english, to cover your confidence. i saw many peolple they con not speaking well english, but they have confidence to explain. try out of frist learn all things how to say in english, and try to formaling. so keep in your mind out side pk no body talk in gramatik. england people never use T so when you have to say little bit, english say lile bi.
        Thank god someone is here who is talking about learn english in natural way:salam: ya i am one of them i cant speak english well but i am fully confident to
        speak or explain any thing...you are right no one is speaking english by using grammer. so please you tell them all try to learn english in natural way.

        Comment


        • #19
          Re: Mujhey English seekna hai....?

          Originally posted by eyes2good View Post
          ap ny kaha naveed bhai koe bhee zuban seekny k leeay basics ke zaroorat hotee hai teek hai lakin ap ko urdu ke kitne basics ateen hain

          urdu tu hum ny bagair kisi basic k seekee thee (ab please ye mat kahee ga k urdu humari national language hai es leea atee hai ...wo es leeay k yahan asee bohat se indians hain jin ko hindi nahi atee aur indians he hain)

          ap natural tareeky sy keune nahi english seektay.
          aray yaar urdu ya punjabi wo zubanain jo aap apnay mahol say sekhtay hain jesay keh gum shuda bhai nay keha hay keh is kay liye aap ko mahol chahiye
          ager basics kay beghair sikhna chahtay hain to pher kisi esi jega chelay jain jehan sab serf english main hi bat kertay hon

          Comment


          • #20
            Re: Mujhey English seekna hai....?


            Aap sabka bohot shukriya...
            mera khiyal hai sabse behter yehi hai k pegham per hi koii cours karwaya jaye
            aur Yaaram bhai agar aap chaho tu aap karwaskte hoo pata nhi kiyon mujhey 99% aesa lagta hai aap chaho tu karwaskte hoo... agar aap k pass time ho tu...?

            eyes2good bhai aap karwado yaar aap bhi karwaskte hoo ya koii bhi karwaskta hai jise english aati hai...
            aap ne pocha tha maine kitna parha hai tu bhai main :alhamd: matric failed hoon woh bhi 2time...

            bohot shukriya...
            Allah pak Aap sabko aur tamam Alam-E-Islaam k musalmano ko khush rakhey (ameeen):dua

            Comment

            Working...
            X