Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Networking of two computers kaisay ki jatee hay?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Networking of two computers kaisay ki jatee hay?

    mujay yeh maloom karna hay ..keh do(two) computers ki net working kaisay ki jatee hay.....??meray pass ghar main do computers hain---aor window xp hay
    jawab ka intizar hay.....
    wasalam
    sigpic:SubhanAllhaa:

  • #2
    Re: Networking of two computers kaisay ki jatee hay?

    yaar yehi thread laga tha per kisi ny disable ker dia hay main ap ko kal bata donga inshaALLAH

    Comment


    • #3
      Re: Networking of two computers kaisay ki jatee hay?

      theek hay..jeee
      shukria
      sigpic:SubhanAllhaa:

      Comment


      • #4
        Re: Networking of two computers kaisay ki jatee hay?

        Originally posted by rose View Post
        mujay yeh maloom karna hay ..keh do(two) computers ki net working kaisay ki jatee hay.....??meray pass ghar main do computers hain---aor window xp hay
        jawab ka intizar hay.....
        wasalam

        Sab sey pehley to aap yeh samjhein keh Networking kaisey hoti hai? Networking key liyey aik ekstra device ki zaroorat hoti hai, jo kisi hub, router ya switch ki soorat mein hoti hai.

        Router ab aam gharon mein istimaal honey lagey hain. Is sey aap 2 ya ziyada computer jorr saktey hain.

        Warna sab sey aasan tareeqa hai, PARALLEL CABLE ka - yeh aik networking cable hoti hai jaisey RJ45 - is key aik sirey ki wiring ko change kar diya jata hai aur us sey do computer direct jorrey jaa saktey hain... magar PARALLEL Cable aasani sey nahin milti :)

        aap ko har haal mein aik ekstra network device chahiyey jiskey through aap yeh kaam kar sakein :)
        *********************

        Agar aap ney siraf aik computer ko doosrey sey manage karna hai to iska main aap ko aik bohat hi aasan hal btata hoon:

        aap 2 MSN id's bnaiyey aur dono computers sey aik aik id sey on ho jaiyey...

        aik id sey apni doosri id ko REMOTE ASSISTENCE key liyey invite kijiye aur apna computer manage kijiye....
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: Networking of two computers kaisay ki jatee hay?

          Buhat Khoob .Masood Bahi aap na theek betia hai
          :welcome:www.shahiwala.tk:rose

          Comment


          • #6
            Re: Networking of two computers kaisay ki jatee hay?

            lekin zara tafseel say bataain na janab,,,,
            sigpic:SubhanAllhaa:

            Comment


            • #7
              Re: Networking of two computers kaisay ki jatee hay?

              mujay aap ki baat samaj nahee aaaeee
              sigpic:SubhanAllhaa:

              Comment

              Working...
              X