Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

recyclebin ...?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • recyclebin ...?

    Assalamalikum
    mere aik file ghalati say mery pc say delete hoo gai hai ....jo kay recyclebin say bhi delete hoo chuki hai ...

    koi tareeka hai yeh file doobara restore hoo jaye ?:cc:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: recyclebin ...?

    ab kia hona :( softwares hote hain data restore karne k lye lekan un ka koi tasali bakhs result nahi hota
    Allah

    Comment

    • #3
      Re: recyclebin ...?

      Originally posted by Yaaram View Post
      ab kia hona :( softwares hote hain data restore karne k lye lekan un ka koi tasali bakhs result nahi hota
      U r 100% rite

      Comment

      • #4
        Re: recyclebin ...?

        Originally posted by Aanchal View Post
        Assalamalikum
        mere aik file ghalati say mery pc say delete hoo gai hai ....jo kay recyclebin say bhi delete hoo chuki hai ...

        koi tareeka hai yeh file doobara restore hoo jaye ?:cc:
        is software ko aus drive main rekhain jis drive say aap nay file delet ki hay.ab software open karain ager aap xp use ker rehay hain to xp wali aur ager 98 hay to 98 wali exe file open karain.ab ager aap ki file ka nam unique hay to wo 100% wapas aa jae gi.aal deleted file ki bejae serf wo file undelet karain jo aap ko chahiye.aur aus ko kisi aur drive main save karain.tkanks
        Undeleted

        Comment

        • #5
          Re: recyclebin ...?

          Originally posted by naveed iqbal View Post

          Thanxx main check karti houn :rose
          is main aik sik file ki jaga delete kia howa folder a sakta hai ? mere file aik folder main the jo mujh say delete hoo gia ..or us main files bhi delete hoo gai the ...
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: recyclebin ...?

            Originally posted by Aanchal View Post
            Assalamalikum
            mere aik file ghalati say mery pc say delete hoo gai hai ....jo kay recyclebin say bhi delete hoo chuki hai ...

            koi tareeka hai yeh file doobara restore hoo jaye ?:cc:
            Originally posted by Yaaram View Post
            ab kia hona :( softwares hote hain data restore karne k lye lekan un ka koi tasali bakhs result nahi hota
            Originally posted by naveed iqbal View Post
            is software ko aus drive main rekhain jis drive say aap nay file delet ki hay.ab software open karain ager aap xp use ker rehay hain to xp wali aur ager 98 hay to 98 wali exe file open karain.ab ager aap ki file ka nam unique hay to wo 100% wapas aa jae gi.aal deleted file ki bejae serf wo file undelet karain jo aap ko chahiye.aur aus ko kisi aur drive main save karain.tkanks
            Undeleted

            Aik baar agar file Recycle Bin sey delete ho jaey ussey wapis lana mumkin nahin - uski wapsi ka siraf aik tareeqa hai, harddisk kisi specialist labotary mein bhejein, wahan per chemichal tor per data wapis ho sakta hai - main zaati tor per aisey softwares per belive nahin rakhta! :)
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #7
              Re: recyclebin ...?

              Originally posted by Masood View Post
              Aik baar agar file Recycle Bin sey delete ho jaey ussey wapis lana mumkin nahin - uski wapsi ka siraf aik tareeqa hai, harddisk kisi specialist labotary mein bhejein, wahan per chemichal tor per data wapis ho sakta hai - main zaati tor per aisey softwares per belive nahin rakhta! :)
              Hmmmmmmmmmmmmmmmmmm:cc:
              Allah

              Comment

              • #8

                Masood bahi aap bilkul theak kah rahay haan.aysa mumkin nahi ha kisi softwere sy

                Comment

                • #9
                  Re: recyclebin ...?

                  Originally posted by Rai View Post
                  Masood bahi aap bilkul theak kah rahay haan.aysa mumkin nahi ha kisi softwere sy
                  Windows xp mein system restore ka jo option hai,kiya us se bhi yeh mumkin nahin hai?
                  Mind Sciences

                  Comment

                  • #10
                    Re: recyclebin ...?

                    Originally posted by Masood View Post
                    Aik baar agar file Recycle Bin sey delete ho jaey ussey wapis lana mumkin nahin - uski wapsi ka siraf aik tareeqa hai, harddisk kisi specialist labotary mein bhejein, wahan per chemichal tor per data wapis ho sakta hai - main zaati tor per aisey softwares per belive nahin rakhta! :)
                    Salam
                    kion mumken nahain main aesa kai bar ker chuka hon
                    file chahay choti ho ya beri wapas aa jati hay
                    main nay kai month pelay delet ki hoi 1gb say zeyada ki files bhi wapas ki hain
                    ye koi mushkil kam nahain
                    aap software download karain aur instal karain
                    meray betay teriqay kay mutabik kam keray InshaAllah aap ki files jo aap nay delet ker di hain aur un ko recyclebin say bhi khatam ker deya hay wapas aa jain gi
                    bas aik bat ka kheyal rekha jae keh aap nay system bund na kiye hoa ho
                    is kay liye my computer ki property lain aur system restore main chelay jain
                    ab aik tag ho gi turn off system restore
                    ausay unchek hona chaheye
                    khush rehain aur duaaon main yad rekhye ga
                    naveediqbal97@yahoo.com

                    Comment

                    • #11
                      Re: recyclebin ...?

                      Originally posted by zapk7 View Post
                      Windows xp mein system restore ka jo option hai,kiya us se bhi yeh mumkin nahin hai?
                      ho jata ha liken os k liy zarori ha k aap ka restore point jab bana ho us waqet aap ki woh files aap ki hard disk py mojood hoon.liken iss per mujhy kuch confidence nahi ha.

                      Comment

                      • #12
                        Re: recyclebin ...?

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        Thanxx main check karti houn :rose
                        is main aik sik file ki jaga delete kia howa folder a sakta hai ? mere file aik folder main the jo mujh say delete hoo gia ..or us main files bhi delete hoo gai the ...
                        aap screen short ager day dain to kafi aasani ho jae gi
                        aap jehan tak ja sakti hain wehan ja ker apnay keyboard say print screen sysRq press karain
                        ab paint kholain aur weha paste ker dain
                        screen short aa jae ga
                        ab ausay save karain aur yehan share karain
                        wesay ager aap ko file ka nam yad ho to pher kafi aasani ho jae gi
                        software say wehan jain aur file ka nam search ker lain aur ausay undelet ker dai aur kisi aur drive main save karain
                        main aap ko screen short kay zeriye betata hon
                        yehan main nay drive H kholi hay
                        is mesal kay tor per aap ki delet kerda file folder computer teacher main hay to aap pura folder bhi undelet ker sakti hain aur folder kay khanay main chek lega ker aur ager aap serf aik file hi wapas lana chehti hain to is folder kay sath + ka neshan hay ausay click karain
                        folder open ho jae ga ager is say bhi aagay kisi aur folder main hay to esi teriqay say folder kholti jain aur apni mutlobe file per chek lega ker auper undelet ko clich ker dain
                        ager koi bat samjh main na aai ho to reply karain
                        aur duaaon main yad rekhain
                        thanks
                        my on line id naveediqbal97@yahoo.com
                        Attached Files

                        Comment

                        • #13
                          Re: recyclebin ...?

                          Originally posted by Rai View Post
                          ho jata ha liken os k liy zarori ha k aap ka restore point jab bana ho us waqet aap ki woh files aap ki hard disk py mojood hoon.liken iss per mujhy kuch confidence nahi ha.
                          But I am fully confident that you can easily back your deleted filrs with out bachup

                          Comment

                          • #14
                            Re: recyclebin ...?

                            ok let me try

                            Comment

                            Working...
                            X