Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

networking Problem

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • networking Problem

    Assalaam O ALikum doston main ne ajj Dsl Lagaya Apni cafe main lakin mujhay Networking main Problem aa rahi hai is say Pehle main Dialup use karta tha.. main ne Dsl par Dialup ki tarhan Networking karne ki Try ki lakin nahi hoyi aur networking kay Baray main mujhay kuch pata bhi nahi tou plz meri Jaldi help karo plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz

  • #2
    Re: networking Problem

    use Gate way in clients
    تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
    تو لہریں شور مچاتی ہیں،
    لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


    ~Mujay Vote Dain~
    پاکستانی کا خواب

    Comment


    • #3
      Re: networking Problem

      use router
      Last edited by D@y W@lk3r; 16 August 2007, 23:37.
      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

      Comment


      • #4
        Re: networking Problem

        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
        use router
        ::P 24000 ka router hay Pakistan main aik sab say sastay wala
        تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
        تو لہریں شور مچاتی ہیں،
        لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


        ~Mujay Vote Dain~
        پاکستانی کا خواب

        Comment


        • #5
          Re: networking Problem

          Aap switch bhi use kar sakte hain, that will cost you about 2500 or something, I bought a used hub for only 500 rupees, so there are possiblities.

          Also try a proxy software such as CC Proxy, Win Proxy or WinGate, that does simplify the sharing job.



          Regards,

          Comment


          • #6
            Re: networking Problem

            Originally posted by Abdul Qudoos View Post
            ::P 24000 ka router hay Pakistan main aik sab say sastay wala
            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

            Comment


            • #7
              Re: networking Problem

              Massla haal ho gaya hai Router par khud he sab ip set ho gai thxxxx

              Comment


              • #8
                Re: networking Problem

                Originally posted by Raja Jee View Post
                Massla haal ho gaya hai Router par khud he sab ip set ho gai thxxxx
                good,
                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                Comment


                • #9
                  Re: networking Problem

                  aap ko kuchh bhi extra khareednay ki zarrorat naheen hai. Bilkul wahi setup hai jo aap Dial-up par istemal kartay huway networking per internet ko share kartay thay. Farq sirf itna hai kay aagar aap kay paas DSL Modem (without router) hay to is modem ko jis PC say direct connect kia hai us par aik Dial-up connection ki tarah internet connec karnay ka icon hoga is ko right click karkay properties say "share this connection with users on lan" karlain. agat aap kay DSL Modem with Router hay to is ko direct Switch/hub say connect karlain aur is main DHCP ko on karkay baqi tamam PC par Auto detect IP, DNS, Gateway karlain aur bus hogaya aap ka. Kam kharch, bala nasheen.

                  waisay for others info, TP-LINK china ka sab say sasta DSL Modem/ Router sirf 25us$ ka hai. yani sirf 1500/- rupees pakistani ka. www.tp-link.com/

                  Comment


                  • #10
                    Re: networking Problem

                    Thank you Dost MAin ne bhi Aise he ki pehle mere pass Sirf modem tha lakin main ne ab Router kharid liye hai Router say main Hub kay zariye Sab pc say issi tarhan Share kiya hai dsl ko .aur yeh wala TaRika Dsl Modem say Aasan bhi hain Router khud he Ip Set kar leta hai

                    Comment


                    • #11
                      Re: networking Problem

                      @Raja Jee, aap ka kaam hogaya hamain khushi hui.

                      Comment

                      Working...
                      X