Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**plzzzz help...................**

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • **plzzzz help...................**

    Assalaam-0-Alaikom:rose
    aap ki help chahiyee...
    main nay apnay PC ki installtion kar wai thi last week..........buht zyada hang ho raha thaaaa ..is waja say.........Hardware shop walay naya bataya keh RAM ki prb hai.....RAM change karni paray gi......... installation kay bad bajaye is kay sahih hota PC mazeed kharab ho gaya.....jab humaray paaas aaya tu us mein 3. folders thay....gamber, datapirodi, aur new folder kay naam say in ko kholnay per jo window open hoti us mein "Virus Creator" likha howa thaaa....yeh delete bhi nahin ho rahay aur delete ho kar bhi refresh karnay per dobara aajatay hain aur kuch na ho drive mein tab bhi taqreeban 2 MB space used nazar aati hai....unmovable data say.....
    plzzz bataien kaisay delete hongay yeh folders....

    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

  • #2
    Re: **plzzzz help...................**

    Windows jab start hoti hai to bar bar F8 dabakar is ko Safe Mode main start karain aur phir in folders ko delete karain agar phir bhi na hoon to MS-DOS (Safe Mode command prompt only) mode say windows start karain aur phir delete karnay ki koshis karain aur agar phir bhi na hoo to kisi doosri bootable CD ya floppy say system ko start karain aur phir hard disk say yeh folders delete karlain.

    App nay jo folders kay naam bataye hain un say lagta hai kay yeh koi trojan ya virus hai, (Gamber malaysian zaban main pictures ko kehtay hain).

    Comment


    • #3
      Re: **plzzzz help...................**

      thanks for reply.......main try karon gi:rose
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment


      • #4
        Re: **plzzzz help...................**

        Lakin I Think Ap Ka Masla Hal Pher Bee Nahi Huga Jab Tak Ap Mukamal Scane Ker K Virus Ko Khatam Na Kar Dain.:khi:
        waisy ager ziyada behter to yehi hay k ap installation pher karian aur mukamal format ker k karian.
        :hurray:

        Comment

        Working...
        X