Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Help

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Help

    Asslaualaikum
    hope aap sab hariat say hon gay
    :phool:mayra aik sawal hai k kia hum apni mails ko aik id say 2nd id pr trasfer kr sktay hain e.g k mayra aik id brain ki web main hai aur dusra mari aapni web per main chahti hun k mara jo b message brain ki web pr aay wo transfer ho kr mari web waly id pr receive ho kia aisa mumkin hai pleeeeeeeeeeeeeeeeez

  • #2
    Re: Help

    dont know

    Comment

    • #3
      Re: Help

      agar brain ki web par POP mail access aur aap ki new web par POP kay zariay external email import karnay ki sahulat hay to bohot aasani say aap ki brain kay inbox ki tamam emails aap kay new web kay inbox main import hojain gi.

      Comment

      • #4
        Re: Help

        Bohat shukria Bahi laykin kia aap wazahat sy bata sakty hai bohat mahrbani ho gi!

        Comment

        • #5
          Re: Help

          brain ki email say Settings ya options main POP3 settings note karlain jo kuch is tarah hongi
          POP3 server name = pop3.brain.net.pk ya mail.brain.net.pk ya kuchh bhi
          user name = (aap ki email ka username)
          password = (aap ki email ka password)

          ab aap new mail ki settings main "Import External mail, Import POP mail ya Pop mail etc) ko search karain aur phir is option main jaakar jo settings brain say mili hay woh yahan dal dain aur phir check email karain. aur bus aab aap ki brain ki tamam emmails new mail main aana shuru hojaingi.

          Shart yeh hai kai brain wali mail POP3 say access hosakti ho aur aap ki new mail POP3/external mail ko import karsakti ho. yeh settings jaannay kay liay aap Brain aur apni new mail kay help/support say raabta karsaktay hain.

          Comment

          • #6
            Re: Help

            :em:

            Comment

            • #7
              Re: Help

              Originally posted by wshahid View Post

              :phool:Thanx main try krun gi !

              Comment

              • #8
                Re: Help

                :em:

                Shahid g shukria aap ne mere aik swal ka jawab nahin dia tha
                issi se related tha........heheh

                Comment

                • #9
                  Re: Help

                  Originally posted by ESR View Post
                  Asslaualaikum
                  hope aap sab hariat say hon gay
                  :phool:mayra aik sawal hai k kia hum apni mails ko aik id say 2nd id pr trasfer kr sktay hain e.g k mayra aik id brain ki web main hai aur dusra mari aapni web per main chahti hun k mara jo b message brain ki web pr aay wo transfer ho kr mari web waly id pr receive ho kia aisa mumkin hai pleeeeeeeeeeeeeeeeez
                  Mera khayal hai ke ye ab possible hai kion ke Yahoo ne aik saervice dee jis ke zariye ap apne dosre email addresses se emails apne Yahoo ID pe transfer karwa sakte hai

                  Comment

                  • #10
                    Re: Help

                    Originally posted by wshahid View Post
                    brain ki email say Settings ya options main POP3 settings note karlain jo kuch is tarah hongi
                    POP3 server name = pop3.brain.net.pk ya mail.brain.net.pk ya kuchh bhi
                    user name = (aap ki email ka username)
                    password = (aap ki email ka password)

                    ab aap new mail ki settings main "Import External mail, Import POP mail ya Pop mail etc) ko search karain aur phir is option main jaakar jo settings brain say mili hay woh yahan dal dain aur phir check email karain. aur bus aab aap ki brain ki tamam emmails new mail main aana shuru hojaingi.

                    Shart yeh hai kai brain wali mail POP3 say access hosakti ho aur aap ki new mail POP3/external mail ko import karsakti ho. yeh settings jaannay kay liay aap Brain aur apni new mail kay help/support say raabta karsaktay hain.

                    wow nice

                    Comment

                    • #11
                      Re: Help

                      good...!

                      Comment

                      Working...
                      X