Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

meri networking per user display nahi hotay

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • meri networking per user display nahi hotay

    meri networking per user display nahi hotay kuch user hotay hain lakin kuch display nahi hotay ...................... :)
    dosra problem yeh kay eik PC per sharing facility disable hai............. :)

  • #2
    Re: meri networking per user display nahi hotay

    app administatror se login ho k Sharing chk karin.Kyun k Yah virus ka prob hai

    Comment

    • #3
      Re: meri networking per user display nahi hotay

      .................Zara wazahat karain windows konsi use kara rahe hain?

      Comment

      • #4
        Re: meri networking per user display nahi hotay

        Originally posted by cute_charming786 View Post
        .................Zara wazahat karain windows konsi use kara rahe hain?

        sub PCs per windows XP hai................ :) meinay administrator se bhi sharing karnay ki koshish ki lakin problem uss se bhi solve nahi hoa............. :)

        Comment

        • #5
          Re: meri networking per user display nahi hotay

          1.
          sab pc's ka IP address aik hi pool main hona chahiay aur sab ka sub-net mask aik hi hona chahiay e.g. 192.168.1.x with 255.255.255.0

          2.
          Sab pc's ka Workgroup name aik hi hoto achha hai, aur is ka naam "WORKGROUP" hi rehnay dain to achha hai kiyun kay yeh default hai. workgroup ka naam tabdeel ya check karnay kay liay "My Computer" per right click karain aur phir Properties select karain aur "Computer Name" par jaian aur change ka button daba dain.

          Comment

          • #6
            Re: meri networking per user display nahi hotay

            Originally posted by wshahid View Post

            thanks bro aap kay mashwaray se mera problem hal hogaya hai............. :)

            Comment

            • #7
              Re: meri networking per user display nahi hotay

              hope ur prob will be solved

              Comment

              Working...
              X