Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

problem in networking

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • problem in networking

    meri office two story building hai jis mein hum nay networking ki hoi hai...... first floor jahan per hum nay DSL lan kay saath lagaya hai..... first floor kay sub computer hub kay saath lagay hain.... aik aur hub jo hum nay 2nd floor per rakha hai jo first floor walay hub se connect kiya hai.... problem yeh hai k first floor per tu sub computer per internet theek chal raha hai lakin 2nd floor per internet browsing nahi ho rahi hai..... lakin file sharing ho rahi hai...... aisa mahsoos hota hai jese do newtwork ban gaye hain..... ab mujhe kindly guide karein k 2nd floor per kia problem hogi jo internet ki browsing nahi ho rahi hai??

  • #2
    Re: problem in networking

    agar aap nay 1st floor aur 2nd floor par Switch ki bajaye hub lagaya hua way to 1st floor ki aik Out port hogi jo nomally port no. 1 ya last port hoti hai us say cable ko 2nd floor wali hub par In port main connect karain. is tarah in/out ports puranay type ki hub main hoti hain. agar aap dono floor Swicth istemal kar rahay hain to kisi bhi port par aik doosray ko connect karsaktay hain.

    aik aur masal yeh kay aap 1st floor aur 2nd floor kay PC ka IP address aik hi pool main rakhain aur subnet mask bhi aik hona chahiay maslan 192.168.1.x with subnet mask 255.255.255.0

    aik aur wajah yeh kay aap kay DSL Router/modem main IP's kay access ko limit to naheen kia gaya agar aisa hay to yeh limit hata dain.

    Comment

    • #3
      Re: problem in networking

      Originally posted by wshahid View Post

      thanks for your prompt response............................... :) mein aap ki mashwaray kay mutabik try karta hoon................... :)

      Comment

      Working...
      X