Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

help me plz itsss to urgent

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • help me plz itsss to urgent

    aslamolikum
    yaar mere saath phir ek problen hgai hai ke
    mera system jab on hta hai na to sahchal raha hota hai magar jab dekstop open hota ha na to icons show nahin hote aur mouse loading par chala jata hai kal yeh problem horaha tha aur 1 ghante tak icon show ho nahin hoye phir mein ne kafi baar restart kiya phir bhi yehi problem
    phir meinne win kar li new to sahi hoagya ajj jab on kiya pc to sahi chala shaam ko jab dobara on kiya na to again same problem 2 baar restart kiya to wohi probm ab bun kar ke on kiya hai to sahi chal raha hai magar mein ne dobara restart nahi kiya kuynke agar wohi hua tooo
    ab bataye ka kiya hua hai mere system ko? plz jaldi batayega

  • #2
    Re: help me plz itsss to urgent

    Originally posted by anosha View Post

    yeh takreeban Ellegal window install main huta hay...mery sath bee hay lakin es ka hal simple hay...

    os time aap ATL+CTRL+DELETE pres ker dia karian task manager main explore.exe talash ker k delete ka buton daba ker ok ker dain...pher new task main explore likh dia karian masla hal
    Attached Files

    Comment

    • #3
      Re: help me plz itsss to urgent

      thx so much khalil.khalil mujhe kisi aur ne bhi ek tareeka bataya hai ke jab aisa ho to alter+cltr+del press kar ke users mein jakar logoff kar dein simple aur problem solve

      Comment

      • #4
        Re: help me plz itsss to urgent

        you welcome anosha

        Comment

        Working...
        X