Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Speed problem

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Speed problem

    Mairay saath masla yeh hai ke jab bhi main koi cheez download karnay lagi hoon to mairi websites nahin khultihain,phir mairay paas yehi chara rah jata hai ke ya to downloading postpone kar doon ya phir sites band kar doon aur sirf downloading honay doon.
    Mairay paas downloader "Flashget" hai.
    ISP brain net hai.Aaj kal iski speed waisay bhi slow aa rahi hai,laikin jab speed ziada thi tab bhi masla yehi tha.
    Mind Sciences

  • #2
    Re: Speed problem

    Originally posted by zapk7 View Post

    Dekhein ab masla yeh hai keh aik telephone line per aap jo maximum speed hasil kar saktey hain woh 54kbps hai - ab is speed per kabhi bhi modem connect nahin hotey - amooman aik 54kbps ka modem 33kbps ki speed deta hai - is sey ziyada mil jaey to aap ki qismat... aap issey mazeed tune nahin kar saktey - is ki misaal yun lijiye goya paani ka aik pipe hai, jiski jitni motaii ho gi utna paani nikal paey ga...
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: Speed problem

      ager aap k pass download accelrrator hay to pher masla ka hal wohi hay....
      kiun k mery pass wo hay aur meri ISP bee brainnet hay....
      D.acelrator main option huti hay k aap ziyda speed sy download kerna chahty hu ya kam speed sy...ager kam speed sy karain to download bee theek huta hay browising kee speed main bee farak nahi parhta..lakin ager speed ziyada sy karian to to aik time per 10 simultance tak download kerta hay aur pher zahir hay k aap kee speed browsing per bee farak parhta hay...\

      mery khiyal main wo aap k masla ka theek hal hay ager aap ko chayee to mery pass register hay//

      Comment

      • #4
        Re: Speed problem

        khalil is correct....
        YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

        Comment

        • #5
          Re: Speed problem

          Originally posted by Masood View Post
          Dekhein ab masla yeh hai keh aik telephone line per aap jo maximum speed hasil kar saktey hain woh 54kbps hai - ab is speed per kabhi bhi modem connect nahin hotey - amooman aik 54kbps ka modem 33kbps ki speed deta hai - is sey ziyada mil jaey to aap ki qismat... aap issey mazeed tune nahin kar saktey - is ki misaal yun lijiye goya paani ka aik pipe hai, jiski jitni motaii ho gi utna paani nikal paey ga...
          Shukriya masood bhai aap ne bohat achay tareeqay se samjhaya.:rose
          Mind Sciences

          Comment

          • #6
            Re: Speed problem

            Originally posted by Khalil View Post
            ager aap k pass download accelrrator hay to pher masla ka hal wohi hay....
            kiun k mery pass wo hay aur meri ISP bee brainnet hay....
            D.acelrator main option huti hay k aap ziyda speed sy download kerna chahty hu ya kam speed sy...ager kam speed sy karain to download bee theek huta hay browising kee speed main bee farak nahi parhta..lakin ager speed ziyada sy karian to to aik time per 10 simultance tak download kerta hay aur pher zahir hay k aap kee speed browsing per bee farak parhta hay...\

            mery khiyal main wo aap k masla ka theek hal hay ager aap ko chayee to mery pass register hay//
            Shukriya Khalil.Agar DAP registered hai to please bhijwa do
            Mind Sciences

            Comment

            • #7
              Re: Speed problem

              Originally posted by zapk7 View Post
              Shukriya Khalil.Agar DAP registered hai to please bhijwa do
              Ok waite i will post......

              Comment

              • #8
                Re: Speed problem

                hmmm sahi

                Comment

                • #9
                  Re: Speed problem

                  Khalil bahi internet connect to 45.5kbps se leker aprox 50.9kbps takhota hai per jab koi file choti ho ya bari download karein to 4.9kbps se zayada speed kabi b nahi hoi pleas ic ka koi hal bataein plzzzzzzzzzzzzzzz

                  Comment

                  • #10
                    Re: Speed problem

                    Gee Umair es main siraf Kasoor ISPs walonka hay
                    wo siraf apny paisy bachany k liy aisa karty hian k download speed kamm daity hian..................

                    Comment

                    • #11
                      Re: Speed problem

                      khalil bahi muje bee D ecelrator chaiye..mere pass b sped kam aati hai download ki..ISP paknet use karta hon.kia app muej de saktay hain yeh ..rejester hai toe.

                      Comment

                      • #12
                        Re: Speed problem

                        Go to
                        My computer properties

                        device manager

                        modem port
                        advance .................
                        insert
                        sx=9000

                        speed up ur modem 250 % working.................

                        try is must

                        Comment

                        • #13
                          Re: Speed problem

                          Originally posted by cute_charming786 View Post
                          Go to
                          My computer properties

                          device manager

                          modem port
                          advance .................
                          insert
                          sx=9000

                          speed up ur modem 250 % working.................

                          try is must
                          Mujhe ye opt kahi nazar nahi aya ... "insert".
                          kya aap screen shots de sakti hein ... plzzz!
                          yahaan speed boaht kam hai.

                          Comment

                          • #14
                            Re: Speed problem

                            تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                            تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                            لو آج سمندر ڈوب گیا ۔

                            ~Mujay Vote Dain~
                            پاکستانی کا خواب

                            Comment

                            • #15
                              Re: Speed problem

                              Thank u Abdul Qudoos!
                              Mein ne kya hai lakin koi farak nahi para .
                              plz koi aur tareeqa bataein na.
                              Help me ... !

                              Comment

                              Working...
                              X