Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Please explain these terms

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Please explain these terms

    Jin logon ne apni sites per google adsense use ki hain woh in terms se aagah hongay.Please inhain zara explain kar dein.
    1.Page Impressions.
    2.Page CTR.
    3.Page eCPM.
    4.conversions
    Thanks
    Mind Sciences

  • #2
    Re: Please explain these terms

    kHALIL BAHI AAP KO BEHTAR AGAH KAR SAKAIN GAY KION K MUJHE ISS BARE MAIN KOI TAJARBA NAHIN HIA..........
    Har-Fun-Moula

    Comment


    • #3
      Re: Please explain these terms

      Originally posted by zapk7 View Post
      Jin logon ne apni sites per google adsense use ki hain woh in terms se aagah hongay.Please inhain zara explain kar dein.
      1.Page Impressions.
      2.Page CTR.
      3.Page eCPM.
      4.conversions
      Thanks
      1) Page Impressions:
      Koi bhi website jab view ya access ki jaey ussey count karney key liye Page Impressions ki term istimaal ki jati hai. Agar Pegham.com ko aik din mein 100 baar visit kiya jaey to yeh Page impression ya HITS ho gi.

      2) CTR
      Click-through Rate
      Agar ham Pegham.com per kisi doosri site ka banner lagatey hain, aur woh banner 100 visitors dekhtey hain magar un mein sey siraf aik visitor us banner per click karta hai to CTR 1/100 ya 1% hoga. Yani Add ko kitni baar dekha jata hai aur phir kitni baar us per click kiya jata hai.

      3.Page eCPM.
      Internet per jo companies ad banner ka karobar karti hain woh is baat ki guarentee deti hain keh aap ki site ka impression rate itna ho ga aur uski charging phir usi hisab sey ho gi. Maslan aik site jiska CPM 25$ hai aur woh guarentee detey hain keh aap ki site ka impression rate 600000 hoga to charging 25x600 yani 15.000 $ ho gi us banner ki jo aap lagaein gey.

      4.conversions
      Online advertising mein aik visitor ka add ko dekh ker action lena, chahey woh koi cheez khareedey ya add per click karein.
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: Please explain these terms

        Very Nice...................and great information ..............Masoood Bahi.......
        good luck zapk7 jeee......................
        hope aap ko patal chal gaya ho ga.............
        Har-Fun-Moula

        Comment


        • #5
          Re: Please explain these terms

          hmmmm nice info.
          Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
          Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
          Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
          Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

          Comment


          • #6
            Re: Please explain these terms

            Hello World!
            Shukriya Masood Bhai:salam:
            Mind Sciences

            Comment


            • #7
              Re: Please explain these terms

              chalo ZaPK7 k sath saTH hamari information may izafa ho gaya.
              thanx both of u
              :salam:

              Comment

              Working...
              X