Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Msn problem ...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Msn problem ...

    Originally posted by Hamsafar View Post
    Ye lain Wafa jee link

    http://oldversion.com/program.php?n=msnm


    iss main aap ko bohat se softwarez k link bhi mil jayein gay

    main ne website main iss ka tut pash kia tha any way
    thank u soooo much....
    me download kar ke dekho gi ....hope is se he problem solve ho jae....:)
    Last edited by Wafa; 14 August 2006, 23:59.
    sigpic


    Comment


    • #17
      Re: Msn problem ...

      Originally posted by Hamsafar View Post
      Masood bahi

      aap ki bat bhi theeeeeeeeek hai lekin mere kial main aisa nahin hai

      msn waloon k server sab services se power full hauin

      iss main un ka qassoo nahin hai

      balke hamara qassor hai

      ya phir hamre net service ka

      mere sath bhi yehi probelm tha lekin aab main 7.0 user kerta oon iss waja se


      mera massla hal hai

      hehhehehh

      regards Hamsafar
      Theek hai sir don't wanna discuss - just to tell you - merey paas 2MB (2 megabit) ka connection hai aur mujhey bhi baaz oqaat yeh problem hoti hai :) - rest is upto u guys!!!!
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #18
        Re: Msn problem ...

        Originally posted by Wafa View Post
        thank u soooo much....
        me download kar ke dekho gi ....hope is se he problem solve ho jae....:)
        wafa jee main aap ko aik bata bhi bata caloon

        aap ne msn 7.0 download ker lena hai

        to phir bad main ne jab net connect na ho to

        to sign in pe click ker k apna id aur password likh dena hai aur

        save ya remember ker lena hai

        aur ok ker dena hai phir jab next coneet ho to

        sign in ker dena hai

        iss se aap downloding prblem aur autorized se bach jaoo gi


        aap k waqat ka faida ho ga

        regards hamsafar
        Har-Fun-Moula

        Comment


        • #19
          Re: Msn problem ...

          Originally posted by Hamsafar View Post
          wafa jee main aap ko aik bata bhi bata caloon

          aap ne msn 7.0 download ker lena hai

          to phir bad main ne jab net connect na ho to

          to sign in pe click ker k apna id aur password likh dena hai aur

          save ya remember ker lena hai

          aur ok ker dena hai phir jab next coneet ho to

          sign in ker dena hai

          iss se aap downloding prblem aur autorized se bach jaoo gi


          aap k waqat ka faida ho ga

          regards hamsafar
          me thankssss keh keh ke thak gae u ko......:D just kidding
          any ways thanks for telling....
          sigpic


          Comment


          • #20
            Re: Msn problem ...

            Originally posted by Masood View Post
            Theek hai sir don't wanna discuss - just to tell you - merey paas 2MB (2 megabit) ka connection hai aur mujhey bhi baaz oqaat yeh problem hoti hai :) - rest is upto u guys!!!!
            Big Man

            isss main mind kerne wali koi baaaat nahin hai

            mere ealm main jitan tha main ne shair kia

            agar main kuch galt bola ya aap ne mind kia

            sorry big man

            aap ki waja se mere elam main bhi izafa ho gaya

            Regards

            Hamsafar
            Har-Fun-Moula

            Comment


            • #21
              Re: Msn problem ...

              sab k sab bongiaan maar ray hain................siraf apny PC k clock ka time theek ker dain apni location k mutabik sab kuch theek hujayga

              Comment


              • #22
                Re: Msn problem ...

                Originally posted by Khalil View Post
                sab k sab bongiaan maar ray hain................siraf apny PC k clock ka time theek ker dain apni location k mutabik sab kuch theek hujayga
                bongiaan :a stick:
                wesay i m really surprised kay aap ki bongi kaam kar gai hai :p
                msn open hoo gia hai date/time theek karnay say :lpop:
                thanxx :rose
                hamsafar or masood thanxx for helping :salam:
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                Working...
                X