Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Help Needed - .eps files

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Help Needed - .eps files

    Assalamo allaikum

    I need help :D:

    Mujhey yeh problem bohat tang karti hai. Jab InPage mein .eps file bnata hoon aur ussey PhotoShop mein kholta hoon to baaz oqat file is tarha nazar aati hai..... iski wajah kya hai? aur hal kya hai?
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Help Needed - .eps files

    ye EPS format main aiesey hi khulti hai .. its right. ye transparent bg hi rakhti hai .. is ke next step mein aap edit mein jao aur Define preset brush kero isey.. aur jo new window open ho gi us ko OK ker do .. ye brush ready hai .. to paste on any img n new layer :)

    is EPS format mein koi problem nahen hai ..
    I think aap ko jo katey huye words nazar aa rahey wo might be aap ne koi box banaya ho inpage main .. us ka better solution ye hai ke .. aap jab inpage main new page open kero to uski width 150 to 160 rakho aur length 390 to 490 to get better results of exported EPS ... try it .. kuch samajh naa aaye to feel free to ask .. :)
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment


    • #3
      Re: Help Needed - .eps files

      Bhai jaan aap siraf BOX main na likha i mean inpage k box main bakee saatty hee khaira ny.

      Comment


      • #4
        Re: Help Needed - .eps files

        Originally posted by Masood
        Assalamo allaikum

        I need help :D:

        Mujhey yeh problem bohat tang karti hai. Jab InPage mein .eps file bnata hoon aur ussey PhotoShop mein kholta hoon to baaz oqat file is tarha nazar aati hai..... iski wajah kya hai? aur hal kya hai?

        Inpage say export kartay howay word selection kar kay export mat kia karo naa :khi:, jo box hota hai us ko arrow say select kar kay export kia karo us say saheh aaiy ga... :wk
        That's Enough...!!

        Comment


        • #5
          Re: Help Needed - .eps files

          Simple Inpage main likhye aur bagair select kye File>Export kar lein :) no box :)
          Allah

          Comment


          • #6
            Re: Help Needed - .eps files

            very nice thanks for infrmation..
            YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

            Comment

            Working...
            X