English mein Hello ke baad sab se zyadah common use hone wala word hi hai. Aaj kal OK ko har log bina hichak aur badi asani se istemal karta hai
Iss word ke istemal ke baarey mein ek mouth tale hai wo yeh ke American President Andrew Jackson ne All Correct ki jagah Oll Correct ki ghalat hijjey se OK ka use hona shuru huwa. (lekin iska proof nahin milta hai)
America mein president ki election ke liye ek candidate New York se khada huwa uska naam tha Old Kinderhook, jo ke uske naam ke initial se OK bana,
American Railway mein ek postal clerk tha jiska naam tha Obaidiah Kelly, wo har letter ya packet ke liye uspe ek confirmation ke taur pe nishani lagata tha aur apney naam ka initial OK darj kar deta that, issi se bana OK
America hi mein rah rahey Red Indians ke qabeele ke log uss baat pe Okay Okay karta tha jiska matlab hota tha.
OK ko American ek khalis Americi word maantey hain kyon ke yeh word Englistan se nahin pahuncha tha balke yeh America ke apni paidawar hai

Comment