Lijiye janaab is baar jo BrainCrusher ley ker hazir hoon yeh zara tough hai. Iskey liye dimagh key saath saath calculator ki bhi zaroorat hai. Karna yeh hai keh is picture ko ghaur sey dekhein - bas dekhna hai :lol aur karna yeh hai keh khali khano mein 1-9 tak key hindsey is tarha rakhney hain keh woh aapis mein zarb (multiply) karney sey blue cells mein mojood result dey. Exemple:
Blue Cell mein hai 48 aur iskey neechey 4 safed khaney hain, in 4 khano mein 1-9 tak key hindsey is tarha lagaiye keh unko aapis mein zarb deney sey 48 jawab aaey. Isi tarha doosrey khano ko pur kijiye.
Aik SHART:
1-9 tak ka hindsa har column mein siraf aik baar aaey aur isi tarha 1-9 tak ka hindsa har row mein aik baar aaey
Ji to kaisa hai is baar ka BrainCrusher :cc:

Comment