Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

IQ Test #3

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: IQ Test #3

    Originally posted by shummu
    18?
    Nahin na shummu ji aap ka jawab bhi drust nahin hai :)

    Originally posted by Mehak
    88??
    Mehak aap ka jawab drust hai - kya aap btaa sakti ho keh aap 88 tak kaisey pohacnhi???
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #17
      Re: IQ Test #3

      chalien Mehak aap explanations bhi dey dein ....we are waiting :)
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #18
        Re: IQ Test #3

        Ohhhh mere nazar se nahin guzra...

        btw the no. in second figure is the half of first circle no.

        And the third is multiple of 4

        18 x 4 = 72
        11 x 4 = 44
        22 x 4 = 88
        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment


        • #19
          Re: IQ Test #3

          wow spy jee cool observation..well done!

          Comment


          • #20
            Re: IQ Test #3

            Originally posted by Spy009
            Ohhhh mere nazar se nahin guzra...

            btw the no. in second figure is the half of first circle no.

            And the third is multiple of 4

            18 x 4 = 72
            11 x 4 = 44
            22 x 4 = 88
            - Baat nahin bani Spy - wazahat qabil-e-qabool nahin :)...

            Asal wazahat:

            Pehley dairey mein 22; 44 aur 36 CLOCKWISE. Ab inhein aap 2 sey divide kijiye aur aik khana aagey move karein CLOCKWISE to second khaney mein aata hai: 18 (36/2); 11 (22/2) aur 22 (44/2).

            Ab teesra khana jo represent kar raha hai woh yeh hai:

            22 (top of first circle) multiply by 2 and place in the next cell ANTICLOCKWISE
            36 multiply by 2
            44 multiply by 2 = 88 which is the correct answer
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #21
              Re: IQ Test #3

              wooo to ye baat thi :tauba

              shukrya itney mushkil sawal key itni mushkil explanation ka :D
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #22
                Re: IQ Test #3

                Originally posted by Masood
                - Baat nahin bani Spy - wazahat qabil-e-qabool nahin :)...

                Asal wazahat:

                Pehley dairey mein 22; 44 aur 36 CLOCKWISE. Ab inhein aap 2 sey divide kijiye aur aik khana aagey move karein CLOCKWISE to second khaney mein aata hai: 18 (36/2); 11 (22/2) aur 22 (44/2).

                Ab teesra khana jo represent kar raha hai woh yeh hai:

                22 (top of first circle) multiply by 2 and place in the next cell ANTICLOCKWISE
                36 multiply by 2
                44 multiply by 2 = 88 which is the correct answer
                Yes correct...maine CLOCKWISE and ANTICLOKWISE ka explain nahin diya
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment


                • #23
                  Re: IQ Test #3

                  88 aana chahiye

                  CORRECT?

                  Comment

                  Working...
                  X