Assalamo allaikum
Aik chhota sa imtihaan:
Urdu mein aisey kitney alfaaz hain jinkey kisi haroof per ZER-ZABAR ya PESH mein sey koi bhi aeraab laga dein to uska mafhoom nahin badalta... Per aik lafz aisa hai jo merey zehan mein ghoom raha hai... kya aap btaa saktey hain kaun sa?
Yani aik lafz btaein jiskey PEHLEY HARF PER, Zer, Zabar ya Pesh laganey sey us lafz ka mafhoom nahin badley ga....

Comment