Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Samundri toofano ke naam (Hurricanes naming)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Samundri toofano ke naam (Hurricanes naming)

    Kaise padta hai Samudnri toofano ke naam



    1953 se hi Meteorological Organizations Samundri Toofano (Hurricanes, tayphoons) ke naamo ki list tayyar karta aa raha hai.

    Alag alag Oceans ke liye alag alag naam hotey hain.




    Example : Iss saal Atlantic Ocean mein first hurricane ka naam se Arlin tha to last hoga







    Q, U, X, Y, and Z se koi naam nahin hota hai
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

  • #2
    Re: Samundri toofano ke naam (Hurricanes naming)





    ke baad itni jaldi kaise aa gayi


    (K, L, M, N, O, P, R)


    Katrina aur Rita ke beech Atlantic Ocean mein 5 hurricanes aa chukey





    L- Lee,
    M- Maria

    N

    O- Ophelia

    P- Philip




    Hurricanes, (typhoons, cyclones) ke 6 sets banaye jaate hain, jo naam istemal ho chukka 6 saal baad usey dobara istemal kartey hain, yaani iss saal usi naamo ko istemal kar rahey hain jo 1999 mein istemal ho chukka
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

    Comment


    • #3
      Re: Samundri toofano ke naam (Hurricanes naming)

      Kyon rakhtey hain naam

      Communication mein asaani hoti hai, suppose 38 degree northern Pacific Ocean mein hurricane aaya to, sabko nahin pata chalega, agar issi ka naam Maria ya Victor ho to sun.ne waley asaani se samajh jayenge.
      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

      Comment


      • #4
        Re: Samundri toofano ke naam (Hurricanes naming)

        Retirement

        jis toofan (hurricanes) se bahut jaan o maal ka nuqsan hota hai ussey list se hata detey hain, uski jagah usi leter se koi aur naam rakha jaata hai,
        1954 se ab tak 40 naamo ko hataya ja chuka hai,

        zaahir hai iss list se ka bhi naam hatega.


        Georges

        Mich

        Flayed

        Leni

        Keeth

        Alison

        Iriis

        Ye kuchh badey samundri toofano ke naam hain jinhen sirf Tabahi ko yaad karney ke liye kiya jaata hai.



        Hai naa dilchusp...aap apni informations ko bhi share karen.










        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment


        • #5
          Re: Samundri toofano ke naam (Hurricanes naming)

          yeh samnadari tofanoun kay naam ladies kay namou pay kayoun reakahye jatay hain ..katrina , rita neeta
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #6
            Re: Samundri toofano ke naam (Hurricanes naming)

            Originally posted by Aanchal
            yeh samnadari tofanoun kay naam ladies kay namou pay kayoun reakahye jatay hain ..katrina , rita neeta
            Pehle female names huwa karta tha, lekin 1979 ke baad se male name bhi add kar ke aurat mard ka bhed bhao mita diya.

            Gordon, Oscar, Bill, Karl, Keeth, Philip ye sab mardon ke naam ke toofan hain.
            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

            Comment


            • #7
              Re: Samundri toofano ke naam (Hurricanes naming)

              gr8 infoo:thmbup:
              ap samander mai too nahii rehte kahiin?:lol

              Comment


              • #8
                Re: Samundri toofano ke naam (Hurricanes naming)

                Originally posted by Barish
                ap samander mai too nahii rehte kahiin?:lol
                Moti (Moti nahin, moti pearl) ke talaash mein ghotey laga raha hoon.
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment


                • #9
                  Re: Samundri toofano ke naam (Hurricanes naming)

                  Thanxs for info:)
                  smandri tofano kay names pata lag gaye:)

                  Comment


                  • #10
                    Re: Samundri toofano ke naam (Hurricanes naming)

                    Originally posted by Spy009
                    Moti (Moti nahin, moti pearl) ke talaash mein ghotey laga raha hoon.
                    :lol mere liyye bhii ik pearl talaash ker daiin ok?

                    Comment


                    • #11
                      Re: Samundri toofano ke naam (Hurricanes naming)

                      Originally posted by Barish
                      :lol mere liyye bhii ik pearl talaash ker daiin ok?
                      Ek kyon...do-char le len
                      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                      Comment


                      • #12
                        Re: Samundri toofano ke naam (Hurricanes naming)

                        Originally posted by Spy009
                        Ek kyon...do-char le len
                        sacche pearls too buhaat kaam kamm hoote hain naa?:)
                        orr 2/4 aa gaii to qadaar bhi khoo jaai gii na pearls ki?:cc:

                        wassseee ager aapko herr ghoote mai ik pearl mil jaata haii too jitnee bhi de dain:lol

                        Comment

                        Working...
                        X