Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

IQ Test #1

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: IQ Test #1

    Chalein *musKaan* ki theory to jaan li ab baqi btaein keh unho ney teen kyun kaha?
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #17
      Re: IQ Test #1

      aapne itna suspense kiu kiya hua hai???
      ab bata bhi dain kya sahi hai!!!!




      BaRhe usKa ghAm to kaRar kHo deY
      wo meRe ghAm kAy KhAyal se...
      Uthey HaaTh aPney liYe to phiR bhi
      Mere liYe hi dUa KarAy...




      Comment


      • #18
        Re: IQ Test #1

        Accha chalein btaey deta hoon. Sahee jawab hai ...... jaisey aap ney kaha hai option 3.

        Lekin iski sahee logic yeh hai:

        CIRCLE AUR SQUARE GHADI (WATCH) KI SIMMAT MEIN ROTATE KARTEY HAIN, HAR MOVEMENT MEIN CIRCLE KA RANG CHANGE HO JATA HAI, MAGAR SQUARE KA NAHIN.

        TRIANGLE WATCH KEY AGAINST ROTATE KARTA HAI.
        :)
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #19
          Re: IQ Test #1

          Originally posted by Masood
          Accha chalein btaey deta hoon. Sahee jawab hai ...... jaisey aap ney kaha hai option 3.

          Lekin iski sahee logic yeh hai:

          CIRCLE AUR SQUARE GHADI (WATCH) KI SIMMAT MEIN ROTATE KARTEY HAIN, HAR MOVEMENT MEIN CIRCLE KA RANG CHANGE HO JATA HAI, MAGAR SQUARE KA NAHIN.

          TRIANGLE WATCH KEY AGAINST ROTATE KARTA HAI. :)

          ohh hoo apne to bata diya.... :lol
          mere logic kuch itna bhi ghalat nahi tha...!!!! :hathora




          BaRhe usKa ghAm to kaRar kHo deY
          wo meRe ghAm kAy KhAyal se...
          Uthey HaaTh aPney liYe to phiR bhi
          Mere liYe hi dUa KarAy...




          Comment


          • #20
            Re: IQ Test #1

            No. 3
            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

            Comment


            • #21
              Re: IQ Test #1

              Originally posted by Masood
              Achha jis jis ney number TEEN (3) kaha hai woh mujhey iski wajah btaey....
              Circle 90 degree pe clockwise ghoom rahi hai
              Square 90 degree pe clockwise ghoom rahi hai
              Triange 90 degree pe anti-clockwise ghoom rahi hai
              Circle white then black

              Next figure 3rd is correct
              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

              Comment


              • #22
                Re: IQ Test #1

                سمجھہ نہیں آیا۔
                مون لائیٹ آفریدی ورڈ پریس ڈاٹ کام ۔۔۔۔۔۔ مون لائیٹ
                آفریدی بلاگ سپاٹ ڈاٹ کام

                Comment

                Working...
                X