Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

lama ek janwar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • lama ek janwar

    lama
    Attached Files

  • #2
    Re: lama ek janwar

    Will be provided soon :) jald hi paish kar di jaein gi.
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: lama ek janwar

      ok sir may inrwzar karoonga

      Comment


      • #4
        Re: lama ek janwar

        ok sir may intezar karoonga

        Comment


        • #5
          Re: lama ek janwar

          main ne to aap is ko first time dekha hai zabradast :D
          Allah

          Comment


          • #6
            Re: lama ek janwar

            The Lama (Llama) camelid family ka mammal animal hai, Lama is domestic and found in variable in size and colour, being often white, black, ye South America ke Peru, Ecuador, Bolivia, Chile, Surinam, mein paya jaata hai iske elawa European Alps mein lama ko dekhe ja sakte hain. Difference between Lama and Camel that camel has a hump or humps.

            Behavior : Many Lamas can be easily annoyed or scared. Typically, they are a bit timid or standoffish in nature. If annoyed they make a clucking noise as they are spitting up stomach acid. If a Lama is agitated, they will lay their ears back. The disagreeable habit of spitting in the face of persons whose presence annoys them is common to all Lamas


            Insaan apni roz marrah ki zindagi mein jis tarah horse, camel, ox, goat and sheep ka istemaal karta hai, Lama tarah useful tha. (Actually in olden days, lekin jab se horse, donkeys ka istemaal kiya jaane laga, lama ka istemal kam ho gaya, aur area zoo tak mahdood rah gaya,

            Walt Disney Pictures mein Lama ko dekh sakte hain, known as The Empoeror's New Groove iss se pata chalta hai ke log ise kaafi importance dete hain. Lama as an object of humor, Lama ke uper 7-8 filme bhi ban chuki hai, (Napoleon Dynamite, Monty Python's Flying Circus) and popularInternet Flash cartoon, known as The Llama Song.
            Attached Files
            Last edited by Spy009; 10 August 2005, 07:43.
            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

            Comment


            • #7
              Re: lama ek janwar

              spy007 aap ka shurya kiya yee janwar dood bhi deta hay

              Comment


              • #8
                Re: lama ek janwar

                Originally posted by gulab
                spy007 aap ka shurya kiya yee janwar dood bhi deta hay
                Gulabo main 009 hoon,

                007 to Jemas Bond tha.

                Jo jaanwar mammals hota hai, wo doodh bhi dethi hai
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment


                • #9
                  Re: lama ek janwar

                  ahaan nice info janab:rose

                  Comment


                  • #10
                    Re: lama ek janwar

                    kia khubsurat prinda hay...
                    hehh

                    Comment

                    Working...
                    X