Re: Geography discussion
Non Leap Year = 365 days
Leap Year = 366 days ( coz February has 29 days)
4 saal ke baad yeh 1 din kahan se aaya
Earth suraj ka ek chakkar 365 din aur 6 hours mein pura karti hai, every year ham 365 days ko 1 year consider karte hain, remains 6 hours, ye 6 hours 4 saal ke baad
6 x 4 = 24 hours ho gaya, ie. 1 day
ye 1 day February mein add kiya ie. 28+1
Now clear
Leap Year has 366 days
Originally posted by Aanchal

Comment