Asalam-0-Alikum
aaj sey hmm peegham key zariya gmat ki teari shorow kertay haan wo is tarah key i will ask mathematical questions from you and you have to answer themm
kitna asan
chaleen shorow kertay haan
1.ager filba ik page ko p min main type kerti hay to wo 5 min main kitany pages type keray gi
2. ager filba ik kaam 4 hours main kerti hay and masoom bachi wohi kaam 6 hours main kerti hay to dono mil ker wo kitnay hours main kareen geen.
3. ager peegham key ik member ko ik peegham shop key ik item ki lowest prise ka 20 percent discount milta hay . ab ager khurrum bahi peegham ki shop sey c# ki book us wakat leta hay jab her kitab per 15% discount lagi hoi hay .ab bateen key khurrum bahi ko kitnay ropeey denay pareen gay ager kitab ki asal keemat 450 rupees hay
4.. ik computer ki sales prise 12,590 rupees hay jo key asal prise ka 20% hay
to asal prise kia ho gi
5.Solve the following equation for A : 2A/3 = 8 + 4A
in sab sawalat key jowabat deen and inam key haqdar baneen
-------------------------------------
baki in key jowabat aney key baad

Comment