Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
The Shores of the Cosmic Ocean
Collapse
X
-
Re: The Shores of the Cosmic Ocean
dear Eratosthenes_ Alpha agar apka yahi nam hay tu kafi ajeeb sa tazad hay mean apki urdu kay hisab say anyways name yan nick say hat kar baat karty hain phlay phe-al tu is tahreer nay mujhy aisay khincha jasay maqnatees lohay ko jasay jasay manay tahreer parhi may is may khota chala gya lakin jab manay apna nam dekha tu herat ka jhatka laga app mujhy janty nahi app ko kasay andaza hua mujhy cosmology may dunya kay sab kamo hobbies say zaida dilchaspi hay...acha tu shukriya jo tareer app nay meray nam ki * mujhy is par fakhar hua aur app ka buhat shukriya...:rose
ab baat kartay hain jo tahreer aur subject app nay chunna...andazay byan la-jawab kisi professional writer ka hay alfaz ka chunao lay of sentences sab buhat aala ..sab say barh kar aisi malomati tareer likhna khud apnay andar karnama hay...
akhir may aik bat kahna chata pegham hamesha say kush naseeb sabit hua a jo aisay shandar heeray usay naseeb hoy jo kisi bhi international scholars /writers ka mayar liyi hotay hain
chlyin app ki tahreer ki next episode ka intazar rahay ga...dil say shukriya:roseہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں
Comment
-
Re: The Shores of the Cosmic Ocean
buhat buhat umda dear Amir bahtreen ikhtatam kiya ....acha mujhy aik sawal pochna tha big-bang dhmaka hua tu kya* is say phly mazi may isi tarah ik aur bhi big-bang hua hoga* bhir big-cruch aur phir big-bangLast edited by Jamil Akhter; 26 November 2011, 10:15.ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں
Comment
Comment