Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

All about Urdu grammar?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: All about Urdu grammar?

    Originally posted by Aanchal View Post
    in kay koi mani nahi hotay yeh bas iway hi istamal kar leye jatay hian ..bas aisay hi hamqafai alafaz ki taraha yeh bhi bool deye jatay hian ...:D:
    theek

    French lang. ki tarhan most simple reason is ki ye di ja sakti hai key .... "zaban ki khoobsurti key liye is tarhan boltey hein" :D:
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #32
      Re: All about Urdu grammar?

      Originally posted by Xenya View Post
      theek

      French lang. ki tarhan most simple reason is ki ye di ja sakti hai key .... "zaban ki khoobsurti key liye is tarhan boltey hein" :D:
      aisa hi samjhoo :hehe:

      isam alam ki baki 4 aqsaam main aik hai khitab
      Khitaab:- wo mukhtasar naam jo kisi shakash ko us ki ilmi ,adbi ya qoumi khidmat kay itraaf kay toor par ya us ki kisi khasosi qabelayt ki bina par hakoomat ya sarkaar ki taraf say dia jata hai khitab kehlata hai ...

      misal:... Shams-ul-ulma, Khan bahadur, Sir waghera....

      Khitaab ka lafz angrazi dor-e-hakoomat ki yaadgaar hai ab khitab ki bajaye "Izaz" ka lafz bola jata hai or jo koi shakash koi buhat bara ilmi karnama ya qoumi khidmat anjaam dayta hai Qoumi Hakoomat ki taraf say usay munasib izaz dia jata hai..Hakoomat pakistan kay mashoor Sival or fouji izazaat mandarjazeel hain ...
      Sitra-e-Khidmat, Sitra-i-Imteyaaz, Tamgha-i-Pakistan, Tamgha-i-Quaid-i-Azam, Nishan-i-Haidar,Hilal-i-Jurat, Sitra-i-Jurat waghera
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #33
        Re: All about Urdu grammar?

        shukrya janab ! :rose
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #34
          Re: All about Urdu grammar?

          3-Kuneyat:-
          wo naam jo maa, baap, beetay, beeti kay taluq say pukara jaye isay "kuneyat" kehtay hain.
          misal:-
          Umm-i-Kalsoom(kalsoom ki maa), Abu Hanifa(Hanifa ka baap), Ibn-i-Khitab(Khitab ka beeta), Bint-e-Abdulliha(Abdullha ki beeti).
          yeh Arbi asmaaye kuneyat ki misalian hain urdu main is ki bajaye "Khalid kay abba" , "Rashida ki ammi" waghera boltay hian.
          baz kuneyat kisi manvi rishtay ki bina par bhi k isi shakash kay leye makhsoss hoo jati hai jesay Abu Harira, Abu Al Asar Hafeez Jalnandhiri, Abu Alkalam Azad.


          4-Laqab:-
          woh wasfi naam jo kisi khas shakash ya khasoseyat ki waja say mashoor hoo jaye usay "laqab" kaha jata hai .
          misal:-
          Kaleem Ulah(Hazrat Mousam AH), Sayed al Shouda(Hazrat Imam Husain R.A), Hakeem al Ummat(Allama Iqabal), Qiad-e-Azam(Mohad Ali Jinah).

          5-uruf:-
          Woh naam jo m uhabbat ya haqarat ki waja say parr jaye "Urrf" kehlata hai .
          misal:-
          kalay khan say kalan, ashraf say achha, fakhar-u-din say fakhroo, Miraj-u-din say Majha, Ghulam Mohd say Gama.
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #35
            Re: All about Urdu grammar?

            Aanchal mujhey yahan tak ki saari kahani yaad ho gai hai ::lpop:
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #36
              Re: All about Urdu grammar?

              Originally posted by Xenya View Post
              Aanchal mujhey yahan tak ki saari kahani yaad ho gai hai ::lpop:
              ok good girl :D

              ab wait karoo zara next sabak kay leye :comfort: :lpop:
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #37
                Re: All about Urdu grammar?

                Great Aanchel.
                YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                Comment


                • #38
                  Re: All about Urdu grammar?

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  ok good girl :D

                  ab wait karoo zara next sabak kay leye :comfort: :lpop:
                  theek hai
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #39
                    Re: All about Urdu grammar?

                    Salam again 372-shock

                    Urdu zaban mey aik jumley key ajzaa kitney flexible hein?

                    Missal key taur per : "Mey gatey huye kaam kerna pasand kerti hun"

                    Iss jumley ko agar yun kaha jaye, tau kya ye gramar key aetebaar sey theek ho ga?

                    "Mey kaam kerna gaatey huye pasand kerti hun"
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #40
                      Re: All about Urdu grammar?

                      Nice Annchal ji ap ne bohth mehnath ki hai urdu grammar.
                      YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                      Comment


                      • #41
                        Re: All about Urdu grammar?

                        wah bhei wah Ustaani Anchal ji...........lovely sabq seekhaye tum ne yhaan!!!!!!!


                        sigpic

                        Comment

                        Working...
                        X