Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Urdu lughaath, farhang,

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Urdu lughaath, farhang,

    Tey,
    ism e muan'nas,
    arabic ka theesra, farsi aur urdu ka 4tha harf hay, hindi haroof e sahih ka 16wan harf hay,
    arabic aur farsi main is ka thalafuz "alif" kay saath hotha hay, jaysay "tha"
    hisab e jumul main iskay 400 adad muqarar kiyay gayay hain,











    sigpic

  • #2
    Re: Urdu lughaath, farhang,

    Great......Is silsaly ko jari rakhye pls. thanks.
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: Urdu lughaath, farhang,

      Ta, " tey aur alif ko milla kar"
      ma'ani= aik agahi aur jathanay ka kalmah, jis ko aksar nannay bachay , khud chup kar zahir hothay hain, tho Ta kehthay hain, ya unkay maa'n baap khud chup kar bachay ko khush karnay k liyay Ta kehthay hain,
      farsi ka harf hay, thabi e fa'il , 1 , Tak, jab Tak, jiss waqth Tak,
      shair:- un say mairay janazay par aya na jayay ga,
      ,,,,,,,,,TA pehlay izn e aam sunaya na jayay ga,
      "Shahi"











      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Urdu lughaath, farhang,

        Ta ba hayath,
        thabi e fail,
        ma'ani= jeethay G, jab tak zindage hay, janam bhar, umar bhar,











        sigpic

        Comment

        Working...
        X