Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Paani
Collapse
X
-
Re: Paani
dosto kayinat jo arbo khrbo norri(light) sallon par phli hay mutlub insan ki zindigi croro arbo sal bhi kar di jay tu kayanat ka kona na pa sakay pani nhi hay pani hay tu hamari is dunya mai hay sirf tu is pani ko jo khuda ki nayamat aur zindigi ki alamat janyie sumadar chor kar zamen kay sirf 5% hisay par.. penay kay layiq pani hay ..istamal kijyi lakin khudara.. na kadri na kijyi ..buhat shukriyaہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں
Comment
-
Re: Paani
kuch logon ka khayaal hai k paani jald hi khatam ho jayaa gaa,
jaisay log kahtay hian k PAANI ki bachat karo
scientist ka kahna hia k SUN,suraj koi 3 Arab saal say JALL raha hia or koi 6 ARAB saal takk mazeed jalay gaa
(scientist kahtay hian )
thora bohat andaza sahi ho sakta hai 100% sure to nahi na
LAkib phir bhi PAANI nahi
dunya main koi bhi cheez ho usay ZAYA Nahi karna chaahiyay kisi bhi kisam ki cheez
wasiay koi is baat par tabsara kar sakta hia k
PAANI hi sab say aham kiun?
yaani paani hamaray JISM mein itna zyada hai may be 70% if am not wrong
kiun?
KHUDA nay teen cheezon say insaan ko banaya to paani sab say zayda kiun???????
shukriyaaaaaa
w.s
Comment
Comment