Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Urdu lughaath, farhang,

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Urdu lughaath, farhang,

    yahan par hum sab BEY kay alfaz ka tharjuma post karaingay,
    BEY, ism e mu'anas,
    arabic , farsi aur urdu ka doosra harf hay,hindi haroof e sahih ka 33wan harf hay, issko ba e abjad , ba e nazi, be kehthay hain, hisab e jumal main iss kay 2 adad farz kiyay gayay hain,
    baaz auqaath ye harf haroof e zail say badal jatha hay, jaysa keh ,
    PEY kaysaath= Baadshah,, Padshah, baBu,, baPu, kuBhna,, kuPna, Bathasa,, Pathasa,
    JEEM kay saath= Bhulasna,, Jhulasna,
    DAAL kay saath=jaB,, jaD, kaB,,kaD,
    GAAF kay saath= sabBu dana,, saGu dana, uBna,, uGna, baBula,, baGula,
    WOW kay saath=saiB,, saVe, Bich,,Vich, baBa,, baVa,











    sigpic

  • #2
    Re: Urdu lughaath, farhang,

    Reputation Added ...!!!


    Thank You :) Please keep it up.
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: Urdu lughaath, farhang,

      Originally posted by Yaaram View Post
      Reputation Added ...!!!


      Thank You :) Please keep it up.
      hosla afzae ka shukria











      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Urdu lughaath, farhang,

        Baa Asar,
        ma'ani= mua'asar, thaseer raknay wala, baa thaseer, mujarib, aazmoodah,











        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Urdu lughaath, farhang,

          ba ikhtiyaar,
          ism e muzzakar,
          ma'ani= mukhthaar, majaz, wo jis say qanooni ikhthiyaar hasil ho,











          sigpic

          Comment

          Working...
          X