Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Aurat ki azadi
Collapse
X
-
Re: Aurat ki azadi
walikum salam
Hmmmmmm.....kia kahoN....
Yeh to haqeeqat hay ke europe ke log machines ki si soorat ikhtyar kar chuke hain, lekan ikhlaqiat k daira kaar maain to insaan aata hy. yeh alehda baat hay ke woh issay maanta hay ya nai./Allah
Comment
-
Re: Aurat ki azadi
Walaikum Assalaam Khushi
Aap ka bohat bohat shukriya kay aap nay aaj kay HASAAS topic ko intay sehal lafzoon main samjha diya, waqayi yeh samajhnay waali baat hay kay aaj hum jis kisam ki azaadi ka naara laga rahay hain woh kitna baybuniyad aur baymaqsad hay.
Aurat ka jo muqam aur azaadi aur jo darja ISLAM nay diya hay woh kisi aur mazhab main tasawurr hi nahin kia jaasakta, mujhay history paRhnay ka bohat shouq hay aur main nay har qoum roman tareekh say lay kar unki myth aur isi tarhan chinese, Indian, portugese sab history paRhi magar jo muqaam ISLAM ki aamad say aurat ko mila woh tareekh-e-insaniyat main kahin nahin milta!!
Thanks again for such usefull and meaningful post with us, khush rahyehsigpic
Comment
Comment