Assalam-0-Alaikom
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Hikayat-e Sadi Badshah aur Qaidi
Collapse
X
-
Tags: None
-
Re: Hikayat-e Sadi Badshah aur Qaidi
Maza aagaya itni khoobsurat tehreer aur itna acha message paRh kar, waqayi RIDA main aap ka bohat bohat shukar guzaar hoon kay aap nay humain itni pyari tehreer say mustafeed kia, iss say bohat acha nahin balkay achay message seekhnay kay liye milay,
1. Kisi ki jaan bachanay kay liye bola hua jhoot uss sach say behtar hay jo kisi ki jaan lay lay.
2. Hasad aur bughz insaan ko humesha neecha hi dikhaati hay kabhi kamyab nahin banati.
3. Mout barhaq hay, sab nay marna hay koi Takht per baitha badshah hoo ya kashkoul haat main liye faqeer, isi liye mout ko yaad rakho, gunahoon say mehfooz raho gay.
Bohat achay, isi tarhan apni khoobsurat tehreer say humain mustafeed karti rahain, SHUKRIYA, khush rahyeh :)sigpic
-
Re: Hikayat-e Sadi Badshah aur Qaidi
Originally posted by thefire1 View PostMaza aagaya itni khoobsurat tehreer aur itna acha message paRh kar, waqayi RIDA main aap ka bohat bohat shukar guzaar hoon kay aap nay humain itni pyari tehreer say mustafeed kia, iss say bohat acha nahin balkay achay message seekhnay kay liye milay,
1. Kisi ki jaan bachanay kay liye bola hua jhoot uss sach say behtar hay jo kisi ki jaan lay lay.
2. Hasad aur bughz insaan ko humesha neecha hi dikhaati hay kabhi kamyab nahin banati.
3. Mout barhaq hay, sab nay marna hay koi Takht per baitha badshah hoo ya kashkoul haat main liye faqeer, isi liye mout ko yaad rakho, gunahoon say mehfooz raho gay.
Bohat achay, isi tarhan apni khoobsurat tehreer say humain mustafeed karti rahain, SHUKRIYA, khush rahyeh :)
:ff:
Comment
Comment