Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Moosa Bin Naseer
Collapse
X
-
Re: Moosa Bin Naseer
very informative....:rose
Comment
-
Re: Moosa Bin Naseer
Bohat hi informative sharing Saraah, main nay NATIONAL GEOGRAPHIC CHANNEL per aik documentry film dekhi thi aur ab iss ka link yahan say mil gaya unhoon nay uss waqt say aaghaz kia tha jab MOHAMMAD naam ka hukumraan jo Moosa bin Naseer ki hi family say taaluq rakhta tha nay Spain main sab say ounchay pahaR per aik Qila tayyar kia yeh 1032 ki baat hay aur uss Qilay main khudh jaa kar chupp gaya, iss qilay ka raqba 50 mile tha aur uss main 5000 say ziyada workers kaam kartay thay, aik duniya abaad ki hoyi thi uss nay, aaj bhi SPAIN main yeh Laal Qila jisay AL-HAMRA kaha jaata hay shaan-o-shuakt say khaRa hay aur siyahoon ki tawaja ka markaz hay... Kaaash Moosa bin Naseer jaisay zinda hotay tou musalmaan qila bana kar uss main chupnay ki bajayay qila masmaar kar kay uss per hukumat kartay!!!!sigpic
Comment
Comment