Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dua-e-Sehat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Dua-e-Sehat

    Assalaam Alaikum WR WB

    Humaray Forum ki aik buhat azeez member Mehwish Afsar ke chacha I.C.U me admit hein. Unhy Falij ka attack hua hai.

    Aap sub members sey unki juld sehat yaabi ki dua ki request ki jati hai.

    Allah Talah tamaam musalmaano ko apne hifz-o-amaan me rakhen (Ameen)

    W/Salaam
    Love your Forum, Build Your Forum (PEGHAM)



  • #2
    Re: Dua-e-Sehat

    Allah unhain jald sehath yaabi naseeb farmayay ,











    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Dua-e-Sehat

      Allah unhein sehat de.. Ameen

      Comment


      • #4
        Re: Dua-e-Sehat

        Walaikum Assalaam

        Meri bhi dua kay ALLAH SWT unhain sehat-o-tandrusti ata karay aur woh jald hi sehatyaabi kay saath family main aa milain....AMEEN SUM AMEEN
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Dua-e-Sehat

          Allah unhin sahit dain ameen ...falij blood may rukawat say hota a..jab brain ko janay walay blood ko rukawat hoto falij nechli body ko tu heart attack...fats ka istamal khas kar ghee aur ghost kum khyin exercise zaror karin...wazan ka dehan rakhin
          ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
          سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

          Comment


          • #6
            Re: Dua-e-Sehat

            duaduadua :dua
            :star1:

            Comment


            • #7
              Re: Dua-e-Sehat

              Allha Tala unhay sehat day ameen ...falij ka attack kaha howa hai ?
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #8
                Re: Dua-e-Sehat

                Allah Tala unhain seht-o-tandrusti ata frma'ay
                Aameen:rose
                Last edited by jia; 3 December 2011, 13:56.

                Comment


                • #9
                  Re: Dua-e-Sehat

                  Assalam O Alaikum WR WB Maaz Bhai....

                  JAZAK UL KHIR Bhai kay Aap ne yeh thread lagai ... eray Chacha ab thoray bahter hain per ab wo pahlay ki tarhan baat nahi ker saktay hain :(
                  yeh un per dosra falij ka hamlah howa hai .... INSHALLAH Aap tamaam ahbaab ki duaoon kay haser main rahain gay tou jald sahat yaab ho jain gay
                  Ameen Sumameen....
                  ALLAH PAAK Aap tamaam ahbaab ko khush rakhay Ameen....


                  میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


                  میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

                  Comment


                  • #10
                    Re: Dua-e-Sehat

                    chalo shukar hai umeed hai k ab wo ahista ahista behtri ki taraf ayin ge
                    hmari duaien un k sath hein

                    ap ko dobara yahan dekh kar khushi howee





                    Comment


                    • #11
                      Re: Dua-e-Sehat

                      فالج کے مریض مناسب نگہداشت سے کافی بہتر ہوجاتے ہیں ۔انکا بہت سا خیال رکھیںاللہ انہیں شفائے کاملہ عطا فرمائے۔۔۔۔آمین
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment


                      • #12
                        Re: Dua-e-Sehat

                        May ALLAH bless him, and he may recover very soon InshALLAH :)
                        Allah

                        Comment


                        • #13
                          Re: Dua-e-Sehat

                          Allah unhein shifaye kaamla ataa fermaye.
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Dua-e-Sehat

                            وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
                            اللہ تعالی انہیں صحت وتندرستی عطا فرماہیں
                            آمین

                            Comment


                            • #15
                              Re: Dua-e-Sehat

                              ALLAH PAK aap ko bhi khush rakhay AMEEn
                              Originally posted by mehwish afsar View Post
                              Assalam O Alaikum WR WB Maaz Bhai....

                              JAZAK UL KHIR Bhai kay Aap ne yeh thread lagai ... eray Chacha ab thoray bahter hain per ab wo pahlay ki tarhan baat nahi ker saktay hain :(
                              yeh un per dosra falij ka hamlah howa hai .... INSHALLAH Aap tamaam ahbaab ki duaoon kay haser main rahain gay tou jald sahat yaab ho jain gay
                              Ameen Sumameen....
                              ALLAH PAAK Aap tamaam ahbaab ko khush rakhay Ameen....
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X