Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Internet 40 Years ka~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~*~Internet 40 Years ka~*~





    I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

  • #2
    Re: ~*~Internet 40 Years ka~*~

    happy birthday uncle........372-haha

    hassan bhai party kahan hai.....:donno:
    .......................!!!!!

    Comment


    • #3
      Re: ~*~Internet 40 Years ka~*~

      Originally posted by bhataktii rooh View Post
      happy birthday uncle........372-haha

      yeh be u sey chota nikla372-haha

      Originally posted by bhataktii rooh View Post
      hassan bhai party kahan hai.....:donno:

      yeh rahi
      I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

      Comment


      • #4
        Re: ~*~Internet 40 Years ka~*~

        chiips

        Comment


        • #5
          Re: ~*~Internet 40 Years ka~*~

          ary wahaa... happy birthday Internet ji :hehe:
          thanko Hassan ji... malomat faraham karni ki lye.
          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

          :pr:

          Comment


          • #6
            Re: ~*~Internet 40 Years ka~*~

            Bohat bohat mubarak ko INTERNET jee, kay aaj aap pooray 40 saal kay hogayay... kehtay hain kay 16 aur 40 dono hi umar bohat khatarnak hooti hain.... Yaani inernet at fourty very smart and naughty :)

            Aap ki paidaish kay baad duniya simat kar reh gayi... Internet friendship ka aghaaz huwa, forum aijaad huway, english words ki SHORT FORM paida hoyee jiss ko samajhnay kay liye enigma machine ki zaroorat paRay...

            Bas aap isi tarah phooltay phaltay rahain, aap ki aamad jahan bohat say logon ko rozgaar mila wahan gunhagaar bhi banay, jahan roshnee mili wahan tareeki main bhi dhanstay gayay.... jahan pegham mila wahan bura anjaam bhi...

            Bas inta hi kahoon ga kay har sab aijaad insaan kay falah-o-behbood kay liye hoti hain bas uss ka sahi istimaal insaan ko insaan bannay main madad karta hay..

            KEhtay hain kay aik chakoo yaa khanjar kisi qaatil kay haath main do tou woh uss say kisi ki jaan lay sakta hay aur wohi chakoo kisi doctor kay haath main do tou woh uss say kisi ki jaan bacha sakta hay... Aala aaik hi hay magar istimaal alag...

            Bas yehi Dua hai kay ALLAH SWT hum sab ko INTERNET ka bhi sahi istimaal karnay ki toufeq ata farmayay aur iss kay zaryeh shar aur gunah pehlaanay waaloon kay shar say mehfooz rakhay AMEEN
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: ~*~Internet 40 Years ka~*~

              Originally posted by thefire1 View Post
              Bas aap isi tarah phooltay phaltay rahain, aap ki aamad jahan bohat say logon ko rozgaar mila wahan gunhagaar bhi banay, jahan roshnee mili wahan tareeki main bhi dhanstay gayay.... jahan pegham mila wahan bura anjaam bhi...
              100% true
              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

              :pr:

              Comment


              • #8
                Re: ~*~Internet 40 Years ka~*~

                happy birthday Internet

                I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                Comment


                • #9
                  Re: ~*~Internet 40 Years ka~*~

                  aey rabtay barhanay walay , dooriyon ko mitanay walay
                  Happy Birthday dear net
                  Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                  Comment

                  Working...
                  X