Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Intiqaal-e-Pur Malaal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Intiqaal-e-Pur Malaal

    Assalamo allaikum

    Inna lillah-e-Wa inna elahey rajeoon!

    Mujhey yeh btatey huwey bohat dukh ho raha hai keh Pegham ki SuperModerator Barg.e.Gul ki nani jaan ka intiqal ho geya hai. Allah Tala sey dua hai keh marhooma ko apni jawar-e-rehmat jaggah dein aur un per aage key sabhi imtihaan aasan farma dein - Aameen.

    Gul Pegham aap key gham mein braber ka shareek hai
    :rose
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Intiqaal-e-Pur Malaal

    Inna Lillah-e-Wa Inna Elahey Rajeoon...Gul Sahiba Meri Taraf Say Taziyat Qubool kijiye.Allah Marhuma Kay Darjat Buland Farmaey Aur Lawaheqeen Ko Sabr-e-Jameel Ata Ho.Aameen

    Comment


    • #3
      Re: Intiqaal-e-Pur Malaal

      Inna lillahe Wa inna elahey rajeoon :rose
      Last edited by .; 23 December 2005, 00:09.
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: Intiqaal-e-Pur Malaal

        Bay shakk sabb kuch Allah hi ka hay aur oussi ki taraf sabko lowtna hay... Allah Ta'ala marhooma kay darajaat bulnd karay. aur lawahiqeen ko sabar.e.jameel ataa karay, ameen!

        Comment


        • #5
          Re: Intiqaal-e-Pur Malaal

          Inna Lillah-e-Wa Inna Elahey Rajeoon...Har Zi rooh ko Zaeqatul mowt chakhna hay is say faraar mumkin nahi.Zindagi Allah ki di hui amanat hay aur jab Allah ki marzi ho woh apni is amanat ko wapas lay laita hay...Allah Rab.ul.Izzat Marhuma kay darjaat buland karay aur lawaheqeen ko sabr-e-jameel ata farmaey.Aameen.. sabr bhi Allah hi day sakta hay yeh kisi banday k bas k baat nahi..
          :roseENIGMA:rose

          Comment


          • #6
            Re: Intiqaal-e-Pur Malaal

            Inna Lillah-e-Wa Inna Elahey Rajeoon...:rose
            u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

            :pr:

            Comment


            • #7
              Re: Intiqaal-e-Pur Malaal

              Inna Lillah-e-Wa Inna Elahey Rajeoon..
              Allah unki maghfirat keray aur unko jannat ky aala tareen maqam per jaga ata ferma'ay aameen

              Comment


              • #8
                Re: Intiqaal-e-Pur Malaal

                Assalaam o alekum,

                Inna Lillaah e waa elayhe rajeoon Allaah mernien waale ko Jannat ul firdos mien jageh dein aur unke ghar waaloon ko sabr kernien ki taqufeeq ataa karein ameen summa ameen
                :tang: RISK IS MY BUSINESS

                DANGER IS MY GAME

                DONT PLAY WITH ME
                BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                Comment


                • #9
                  Re: Intiqaal-e-Pur Malaal

                  merey paas koi alfaaz nahi hien....aap logon ko shukrya kehney key liye....

                  Mujhey is baat ka bohot shiddat sey ehsaas tha key mey bilkul akeyli hun, apnon sey doori ka ehsaas hamein inhi lamhon hota hai......

                  leykin Alhumdulilllah ab mujhey ye lag raha hai key mey akeyli to nahi hun,


                  Aap sab ka aur aap key alfaaz ka bohot shukrya...

                  JazakAllah khair.....
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    Re: Intiqaal-e-Pur Malaal

                    Inna Lillah-e-Wa Inna Elahey Rajeoon.

                    Comment


                    • #11
                      Re: Intiqaal-e-Pur Malaal

                      Pyari Barg!!
                      "har nafs (zinda) nay Mot ka zaiqa chakh na hay". Ham sab nay apnay maqurar waqt par iss fani jahan to choor kar assal jahan main chalay jana hay.

                      Allah Nani Amma ko Apni Rahmat-a-Khas main jagha day. Mary taraf say 10 Darood ka sawab Nani Amma to Hadya tann pash kia jata hay.

                      Comment


                      • #12
                        Re: Intiqaal-e-Pur Malaal

                        Inna lillah-e-Wa inna elahey rajeoon!
                        Allah un ko apni rehmat main rakhy amen.....

                        Comment


                        • #13
                          Re: Intiqaal-e-Pur Malaal

                          Inna lillah-e-Wa inna elahey rajeoon

                          ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
                          tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

                          Comment


                          • #14
                            Re: Intiqaal-e-Pur Malaal

                            Inna lillahe Wa inna elahey rajeoon
                            Allah un ki manzilay assan kary(ameen)

                            Comment


                            • #15
                              Re: Intiqaal-e-Pur Malaal

                              Ameen,
                              aap sab ka bohat shukrya :rose
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              Working...
                              X