Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

roman rasm-ul_Khat ke liye trans-literation scheme

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • roman rasm-ul_Khat ke liye trans-literation scheme

    salaam dosto,

    Pai'Ghaam par mujhe koi aisaa gosha nazar nahiiN aayaa jahaaN maiN yeh laRii chaspaaN kar saktaa lihaaza az reh-e-majboorii is section meN post kar rahaa huN. agar koii aur munaasib goshaa ho to plz muntazimeen meN se koii shaKhs ise vahaaN muntaqil kar de...shukria.

    Pai'Ghaam hii kia har vo site jahaN urdu roman rasm-ul-Khat meN likhii jatii hai vahaaN meraa mushaahida hai k kem o besh har shaKhs kaa apnaa alag andaaz hai jisse paRhnewaaloN ko qadre tavaalat aur mushkil dar-pesh aatii hai. koii ek munazzam tareeqa-e-kaar honaa chaahiye jisse alfaaz ke maa bai'n tafheem o ifhaam meN ibhaam na ho.

    isii Gharaz se maiN yeh laRii chaspaaN kar rahaa huN taa k maiN kuchh madad kar sakuuN un Hazrata o Khawaateen kii jo seekhana pasand kareN.

    so, aap meN se jo jo seekhnaa chaaheN vo plz apne naam darj kareN is laRii emN taa k seekhne sikhaane kaa kaam shur'uu ho sake. shukria :)

    _______Sheroo

    Fall view from inside my car
    near my work place :)

  • #2
    Re: roman rasm-ul_Khat ke liye trans-literation scheme

    Walikumsalam...

    muj3h to th3k s3 samjh nai ayi ap k3hna kia chaht3 hain..
    ak to ph3l3 h3 urdu w3ak hai aur upar s3 apki urdu itni tough??

    3asily words m3i batayi3ng3 plz...

    Comment

    • #3

      Originally posted by *khushi* View Post
      Walikumsalam...

      muj3h to th3k s3 samjh nai ayi ap k3hna kia chaht3 hain..
      ak to ph3l3 h3 urdu w3ak hai aur upar s3 apki urdu itni tough??

      3asily words m3i batayi3ng3 plz...
      hehehe...to chalo me u ko Pakish zabaan meN bataa detaa huN. naughty girl! hahaha.....

      maiN kah rahaa thaa k ham urdu roman ecript emn likhte ahiN magar chunki iske likhne ke koi fixed rules nahiN haiN is liye har ek apne Dhang se likhtaa hai jisse aksar paRhne aur samajhne emn mushkil hotii hai. aksar urdu ke aise alfaaz hote haiN jin men spellings kii zaraa sii change se meanings badal jaate ahin haise Hindi ka lafi sahi aur arabi kaa lafz SaHeeH...to is taraH confusion ho jaataa hai.

      is confusion ko door karne ke liye spelling based trans-literation scheme hai jise ham urdu waale aksar urdu sites par use karte haiN...shummu saahiba kaafii Had tak use karti haiN aur maiN kartaa huN. agar ham sab mil kar ek jaisa likhna shuruu kareN to ham aahamgii [uniformity] aayegii aur confusion bhi door hogaa. ab samajh shareef emN baat aayii? i'm sure k aa gaii hogii...afterall, u r a wud be DRnii insha Allah :)

      thankoo

      Fall view from inside my car
      near my work place :)

      Comment

      • #4
        Re: roman rasm-ul_Khat ke liye trans-literation scheme

        Originally posted by SherAli View Post

        wo ma-fa-lun-da

        yeh sub chezain:pagal::pagal:

        app ka irade bare naik he....:hehe:
        lekin mujhay nahi lugta k koi aae ga..:hehe:
        dekhe aik to roman urdu waisi akahen use nahi hoti...
        sirf net pe ya chatting pe....ya mere case me apne urdu k lecture note kurte waqt hoti hi...to mujhay is lie lugta he k koi is pe apna time nahi lagae ga....

        yeh sara'sar meri zaa'ti soch he....aur is soch'e MSA me mukumal so'o fe'sud mumkina'at he k yeh hur zavie aur nukta'e'nazar se galut ho aur aisi muntaq'e'besud ho jis ka koi sir paer na ho...
        is lie mein app se ma'zrut talab kurta ho k mein app k shru kia huwa is silsile mein ap k shana bashana app k sath nahi chal pao ga.....shukria:khi:

        Comment

        • #5

          Originally posted by MSA View Post

          hehehe...da'vat-e-'aam hai...jiskaa dil kare aaye, jiska man kare na aaye...hahaha...vaise ham meN se aksar bahot saaraa waqt yahaaN sarf karte haiN to jo bhi kaam ham kareN vo behtar Dhang se kareN to behtar hopgaa Khusaasan jab dusroN ko paRhne kii d'avat dii jaaye. hotaa yeh hai k "likhte moosaa haiN aur paRhte iisaa" haiN....lolz!!!

          Fall view from inside my car
          near my work place :)

          Comment

          • #6
            Re: roman rasm-ul_Khat ke liye trans-literation scheme

            Originally posted by SherAli View Post
            hehehe...to chalo me u ko Pakish zabaan meN bataa detaa huN. naughty girl! hahaha.....

            maiN kah rahaa thaa k ham urdu roman ecript emn likhte ahiN magar chunki iske likhne ke koi fixed rules nahiN haiN is liye har ek apne Dhang se likhtaa hai jisse aksar paRhne aur samajhne emn mushkil hotii hai. aksar urdu ke aise alfaaz hote haiN jin men spellings kii zaraa sii change se meanings badal jaate ahin haise Hindi ka lafi sahi aur arabi kaa lafz SaHeeH...to is taraH confusion ho jaataa hai.

            is confusion ko door karne ke liye spelling based trans-literation scheme hai jise ham urdu waale aksar urdu sites par use karte haiN...shummu saahiba kaafii Had tak use karti haiN aur maiN kartaa huN. agar ham sab mil kar ek jaisa likhna shuruu kareN to ham aahamgii [uniformity] aayegii aur confusion bhi door hogaa. ab samajh shareef emN baat aayii? i'm sure k aa gaii hogii...afterall, u r a wud be DRnii insha Allah :)

            thankoo

            P3gham m3i 90 % loag pakistan s3 hain aur 10% for3ign country s3 hain...
            aur sab roman urdu th33k s3 h3 likht3 hain
            infact jo outsid3 s3 hain wo bi roman th33k likht3 hain...unko bi koi prb nai...aj tak m3in3 nahi d3kha..

            phir bi if u want to do th3n ap gupshup m3i y3 topic mov3 karwa li3n..u will g3t good r3spons3..:)

            Comment

            • #7
              Re: roman rasm-ul_Khat ke liye trans-literation scheme

              Originally posted by SherAli View Post
              salaam dosto,

              Pai'Ghaam par mujhe koi aisaa gosha nazar nahiiN aayaa jahaaN maiN yeh laRii chaspaaN kar saktaa lihaaza az reh-e-majboorii is section meN post kar rahaa huN. agar koii aur munaasib goshaa ho to plz muntazimeen meN se koii shaKhs ise vahaaN muntaqil kar de...shukria.

              Pai'Ghaam hii kia har vo site jahaN urdu roman rasm-ul-Khat meN likhii jatii hai vahaaN meraa mushaahida hai k kem o besh har shaKhs kaa apnaa alag andaaz hai jisse paRhnewaaloN ko qadre tavaalat aur mushkil dar-pesh aatii hai. koii ek munazzam tareeqa-e-kaar honaa chaahiye jisse alfaaz ke maa bai'n tafheem o ifhaam meN ibhaam na ho.

              isii Gharaz se maiN yeh laRii chaspaaN kar rahaa huN taa k maiN kuchh madad kar sakuuN un Hazrata o Khawaateen kii jo seekhana pasand kareN.

              so, aap meN se jo jo seekhnaa chaaheN vo plz apne naam darj kareN is laRii emN taa k seekhne sikhaane kaa kaam shur'uu ho sake. shukria :)

              _______Sheroo
              hmmm.tou tum waqai pegham pe seekhnay sikhanay k liye aaye ho.....lolz...thats good.....sach baatoon sher ali .....jab MG ne aa kr kuch logo ki urdu darust ki tou i thought.infact i was amazed......k kiya roman urdu k b kuch qawaaid o zawaabit ho sktay han....kiyon k yeh waqai har koi apnay andaaz se likhta hai......aur ab tum b..........ufffff..........wesay ek aur baat sach batoon.......tumhari urdu prrhnay me muje diqqat hoti hai.....tum spelling aagay peechay kr detey ho......tou phir tum apni urdu kab sikhaa rahay ho....:D:
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #8
                Re: roman rasm-ul_Khat ke liye trans-literation scheme

                bhai Sher ALi, jesa keh aap nay khud wazahat kar de hay keh yeh koi standard language nahi hay, jis ki marzi hoti hay woh istimaal karta hay, iss liay iss ko sikhaya nahi jata yeh slang languahe hay joo taqreeban 95% naujawaan ko aati hay

                Comment

                Working...
                X