Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MorningGlory Intro

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: MorningGlory Intro

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
    Ma pleasur Dear :rose

    aap to humaray aajo bajoo ki niklei'N :phool:
    My pleasure too.

    Kon say bajoo main dain ya bain aap to kaheen naheen dikh raheen.

    Phool khushi khushi laying.

    Yay doosray taza phool hain aap kay liaay. :phool:
    Subhan Allah

    Comment

    • #17
      Re: MorningGlory Intro

      Originally posted by MorningGlory View Post
      My pleasure too.

      Kon say bajoo main dain ya bain aap to kaheen naheen dikh raheen.

      Phool khushi khushi laying.

      Yay doosray taza phool hain aap kay liaay. :phool:
      hmm aap khud andaza laga lijiey , aap Toronto mein hain aur hum scarborough
      mein to khud hisaab laga lijiey k Daa'en bajoo mein ya Baa'en bajoo mein hain :eye::eye:

      thanks for taaza phool teddy
      sigpic

      Comment

      • #18
        Re: MorningGlory Intro

        Originally posted by Masood View Post
        huuun *shaki* nazron sey takking is mana

        Peghamaat ki to waqiyey bohat taweel list hai - fil-haal to ham US Pegham ki baat kar rahey hain jo Saiban hai bohat sarey pyarey pyarey logon ka, jis mein aap ka izafa khsuhgwar lag raha hai :)

        Font ka size inshaAllah zamana-e-qareeb mein ho HI jaey ga 372-haha
        Originally posted by Masood View Post
        Eshaa to Chudhraein hain yahan ki - unki kya hi baat hai... waisey aap ka phir takya kalaam yehi hona chahiyey:

        mera nishana, dekhey zamana
        teer pe teer chalaoun
        bach key na koi jaaey :zuban:

        Thanks Zarra Nawazi hai aapki par pyaray logon main mera izafa naheen hota.

        Jhoot bol kay hasna mana hai.

        Hona kia chahyay apna nishana waqai zamana daikhti hai. Mahir e nishana baaz hoon main. Kabhi hamari bandooq kay samanay na aaiaay ga.
        Subhan Allah

        Comment

        • #19
          Re: MorningGlory Intro

          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
          hmm aap khud andaza laga lijiey , aap Toronto mein hain aur hum scarborough
          mein to khud hisaab laga lijiey k Daa'en bajoo mein ya Baa'en bajoo mein hain :eye::eye:

          thanks for taaza phool teddy

          Andazay main hum bilkul koray hain. Per Scarborough ja chukay hain. Wahan aik muslim school hai us main.

          Welcome. Yay teddy bear meray liaay hai kia ya apna dikha raheen hain?
          Subhan Allah

          Comment

          • #20
            Re: MorningGlory Intro

            Originally posted by MorningGlory View Post
            Andazay main hum bilkul koray hain. Per Scarborough ja chukay hain. Wahan aik muslim school hai us main.

            Welcome. Yay teddy bear meray liaay hai kia ya apna dikha raheen hain?
            Aapko pasand aaya to apk liey hay ..beary hug teddy
            sigpic

            Comment

            • #21
              Re: MorningGlory Intro

              Originally posted by MorningGlory View Post
              Kafi khush faham loag hain yahan.

              Ji wo apni friend hain na Eshaa Chaudhri inkay naam tha. Unka quote kis nain salb kar lia hamari post say.
              .
              Awww thts so sweet of u :rose
              sigpic

              Comment

              • #22
                Re: MorningGlory Intro

                Originally posted by MorningGlory View Post
                Kioon bhai? Kia yay itna zaroori hai? Main agar apna tarruf karana pasand naheen karti to? Phir bhi

                Baqi Message Kahan Gia?

                Mujhay naheen maloom tha meri Waat (post) lug jaay gi.

                Bismillah ir Rahmanir Raheem

                Assalam O Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatahu

                Ramzan Mubarak

                Sub say pehlay to main yay kahoon gi kay ub tuk main nain sub say bahtareen is website ko paya hai. Mera mutlub hai meray dream main jaisa website tha waisa hi. Masha Allah. Allah Traqqi ki rah par gamzun rakhay is site ko aur is kay makeen ko.

                Kal main nain google search main daikha aur Hadees kay section main to kal ki poori raat guzar di aur subah kay 10:30 buj gaay. Posters of Ahadees Jazak Allah Khair. Aaj kal main Hadees ki talash main hoon maloomat main izafay kay liaay.

                Tarruf:

                Main Musalman hoon. Alhamdolillah (sirf naam ki). Talluq Pakistan say hai. Filhal Rihaish Canada Toronto main hai.

                Is kay ilawa bohat bud Ikhlaq, Budtameez, Bud Zuban, Munh pay Such kahnay wali aur kisi say na darnay (siway Allah kay) wali.

                Ziada arsa naheen lagay ga ban honay main. Ban hona bhi meri aik bohat bari khoobi hai. Ban honay ko main kioon tarjeeh deti hoon is liaay kay mera falsafa hai "Shair ki aik din ki zindagi geedar ki so sala zindagi say bahtar hai". Mera mulub hai is falsafay pay amal karti hoon.

                Jahan loag budtamizi karain ya sahi baat pay peechay parain wahan say main kooch kar jana hi bahtar samajhti hoon.

                Mera khiaal hai itna Tarruf kafi hai.
                سب سے پہلے آپ کو اسلام علیکم اور خوش آمدید آن پیغام یقینا پیغام نیٹ کی دنیا میں ایک منفرد فورم ہے ۔
                اس کے بعد آپکی ذات بابرکات کے بارے میں جان کر خوشی ہوئی اور یہ جان کر بھی کہ آپ یہاں احادیث کی تلاش میں آئی ہیں وگرنہ یہاں تو اکثریت شعروں کی تلاش میں آتی ہے باقی آپ نے فرمایا کہ آپ کو بین ہونے کی عادت ہے تو اس سلسلے میں پیشگی معذرت کے پیغام پر کسی کو بھی بین کرنے کی پالیسی نہیں ہے اس سلسلے میں ہم آپ سے معذرت خواہ ہیں لہزا پیشگی معذرت قبول فرما کر شکریہ کا موقع دیجیئے باقی جن اخلاق حسنہ کا آپ نے ذکر فرمایا ہمیں ان سب اخلاق حسنہ کے آپکی ذات میں پائے جانے پر تشکیک واقع ہوگئی ہے لہزا ہمیں نہیں لگتا کہ آپ اس قسم کے اخلاق سے خود کو مزین کیے ہوئے ہیں اور ساتھ میں حدیث کی بھی متلاشی ہیں ۔ ۔ ۔ باقی بندہ کو آبی ٹوکول کہا جاتا ہے اور بندہ یہاں اسلام سیکش کا زمہ دار ہے اور اس کے ساتھ ساتھ آپ کا خیر اندیش بھی ۔ ۔ والسلام

                :welcome::welcome::welcome::phool::phool::phool::p hool:
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #23
                  Re: MorningGlory Intro

                  Originally posted by aabi2cool View Post

                  Ahamz Ahamz :eye::eye::eye:372-shock
                  sigpic

                  Comment

                  • #24
                    Re: MorningGlory Intro

                    Originally posted by MorningGlory View Post
                    Kioon bhai? Kia yay itna zaroori hai? Main agar apna tarruf karana pasand naheen karti to? Phir bhi

                    Baqi Message Kahan Gia?

                    Mujhay naheen maloom tha meri Waat (post) lug jaay gi.

                    Bismillah ir Rahmanir Raheem

                    Assalam O Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatahu

                    Ramzan Mubarak

                    Sub say pehlay to main yay kahoon gi kay ub tuk main nain sub say bahtareen is website ko paya hai. Mera mutlub hai meray dream main jaisa website tha waisa hi. Masha Allah. Allah Traqqi ki rah par gamzun rakhay is site ko aur is kay makeen ko.

                    Kal main nain google search main daikha aur Hadees kay section main to kal ki poori raat guzar di aur subah kay 10:30 buj gaay. Posters of Ahadees Jazak Allah Khair. Aaj kal main Hadees ki talash main hoon maloomat main izafay kay liaay.

                    Tarruf:

                    Main Musalman hoon. Alhamdolillah (sirf naam ki). Talluq Pakistan say hai. Filhal Rihaish Canada Toronto main hai.

                    Is kay ilawa bohat bud Ikhlaq, Budtameez, Bud Zuban, Munh pay Such kahnay wali aur kisi say na darnay (siway Allah kay) wali.

                    Ziada arsa naheen lagay ga ban honay main. Ban hona bhi meri aik bohat bari khoobi hai. Ban honay ko main kioon tarjeeh deti hoon is liaay kay mera falsafa hai "Shair ki aik din ki zindagi geedar ki so sala zindagi say bahtar hai". Mera mulub hai is falsafay pay amal karti hoon.

                    Jahan loag budtamizi karain ya sahi baat pay peechay parain wahan say main kooch kar jana hi bahtar samajhti hoon.

                    Mera khiaal hai itna Tarruf kafi hai.
                    Walaikum Assalam...

                    :lahoul
                    sub se pehle to welcome...
                    waisi mere ghar k nukkar pe aik school he us k naam bhi MORNING GLORY he:khi::khi:

                    Comment

                    • #25
                      Re: MorningGlory Intro

                      Originally posted by MSA View Post
                      Walaikum Assalam...

                      :lahoul
                      sub se pehle to welcome...
                      waisi mere ghar k nukkar pe aik school he us k naam bhi MORNING GLORY he:khi::khi:
                      Paros mein school hotay huey bhi ap per us k aasar nahin huaa372-shock
                      Last edited by Eshaa Chaudhry; 15 September 2008, 16:38.
                      sigpic

                      Comment

                      • #26
                        Re: MorningGlory Intro

                        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                        Paros mein school hotay huey bhi ap per us k aasar nahin huaa372-shock
                        abb is umer me school jata huwa kaisa lago ga372-shock372-shock
                        bache uncle bole gien....372-haha372-haha

                        Comment

                        • #27
                          Re: MorningGlory Intro

                          Originally posted by MSA View Post
                          abb is umer me school jata huwa kaisa lago ga372-shock372-shock
                          bache uncle bole gien....372-haha372-haha
                          to kya huaa , uncle bolein gay to sun lijieey ga bas 372-shock
                          sigpic

                          Comment

                          • #28
                            Re: MorningGlory Intro

                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                            to kya huaa , uncle bolein gay to sun lijieey ga bas 372-shock
                            abb app ki is khuwaish ki takmeel k lie mujhay 6 saal peechae jana pare ga....372-scare

                            Comment

                            • #29
                              Re: MorningGlory Intro

                              Originally posted by MSA View Post
                              abb app ki is khuwaish ki takmeel k lie mujhay 6 saal peechae jana pare ga....372-scare
                              peechay murr k mat dekhiey ga nahin to pathhar k ho jaen gay372-shock 372-haha

                              humnay to yehe suna hay :embarasse
                              sigpic

                              Comment

                              • #30
                                Re: MorningGlory Intro

                                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                                peechay murr k mat dekhiey ga nahin to pathhar k ho jaen gay372-shock 372-haha

                                humnay to yehe suna hay :embarasse
                                kyun peeechay app khari hein jo mein dar k mare pathar ka ho jao ga372-scare

                                mein ne to yahi suna he k kisi khofnak chez ko dekhne se insan ka khon ka bahao ruk jata he...for a second or two

                                Comment

                                Working...
                                X