Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

hukm-e-safar hay mohtaram

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • hukm-e-safar hay mohtaram

    As salam o alaikum friends

    Zindgi shayad safar ka hee naah hay.kabhi yahan kabhi wahan.kabhi is jahan to kabhi us jahan.

    well hum bhi ik safar k liay rakht-e-safar baandh rahay hien.will b back in 2weeks or in a month.

    aapki dua chahiay k safar bakhayriyat guzray.

    aur Duaoon mien yaad rakhaiay ga.

    Dua go

    *Duaa*

  • #2
    Re: hukm-e-safar hay mohtaram

    Hamaree Duainn aoor Naikk Tamanainn aap kayy sathh hainnnn
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

    Comment


    • #3
      Re: hukm-e-safar hay mohtaram

      W.Salam
      ary dua jani app abi aye hai or ja be rahi hoo wapas....

      ALLAH PAK appko apni safar ki har manzil or rastoo pe deeer sari khushia , kamyabaia'n Naseeb kari AMEEN:dua
      or jaldi wapas be ajyee.. we will miss u
      be happy :phool:
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment


      • #4
        Re: hukm-e-safar hay mohtaram

        Originally posted by sarfraz_qamar View Post
        Hamaree Duainn aoor Naikk Tamanainn aap kayy sathh hainnnn
        shukriya Sarfraz qamar
        khush rahiay sada

        Comment


        • #5
          Re: hukm-e-safar hay mohtaram

          Originally posted by *Hala* View Post
          W.Salam
          ary dua jani app abi aye hai or ja be rahi hoo wapas....

          ALLAH PAK appko apni safar ki har manzil or rastoo pe deeer sari khushia , kamyabaia'n Naseeb kari AMEEN:dua
          or jaldi wapas be ajyee.. we will miss u
          be happy :phool:

          ji dearo bas aana jaana to laga hee rehta hay.jitna safar say ghabraati thi utna hee safar qismat mien ho gya hay.well
          is baar jald wapsi ka irada hay.bas duaoon mien yaad rakhiay ga.
          aur dearoo
          itni saari duaoon k liay boht saara shukriya.:phool::phool::phool:
          khush rahiay aur sada muskuraati rahiay.:ff:
          Allah nigehbaan:rose

          Comment


          • #6
            Re: hukm-e-safar hay mohtaram

            ALLAH TALA aap ko khariyat say rakhay....aap ka safar khariyat say tamam karwaye....aur bakhariyat manzil tak ponhchaye..khair say jaien khari say wapas aayen.AMEEN
            hamari duaaen aap kay saath hain ...:phool:
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment


            • #7
              Re: hukm-e-safar hay mohtaram

              Walikum salam
              Allah app ki hifazat farmaey
              jahan bhi jian ba khair-o-aafiyat jain aur wapas aain
              hum sab ki dua app ke saath hai
              aur haan humarey lein bhi dua karye ga
              suna hai musafir ki dua qabool hoti hai
              :)

              Comment


              • #8
                Re: hukm-e-safar hay mohtaram

                best of luck
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #9
                  Re: hukm-e-safar hay mohtaram

                  ALLAH hee hafiz

                  Comment


                  • #10
                    Re: hukm-e-safar hay mohtaram

                    Originally posted by *Rida* View Post
                    ALLAH TALA aap ko khariyat say rakhay....aap ka safar khariyat say tamam karwaye....aur bakhariyat manzil tak ponhchaye..khair say jaien khari say wapas aayen.AMEEN
                    hamari duaaen aap kay saath hain ...:phool:
                    boht shukriya dearoo....:ff:
                    dhayr saara khush rahooo:phool:

                    Comment


                    • #11
                      Re: hukm-e-safar hay mohtaram

                      Originally posted by Pakiza View Post
                      Walikum salam
                      Allah app ki hifazat farmaey
                      jahan bhi jian ba khair-o-aafiyat jain aur wapas aain
                      hum sab ki dua app ke saath hai
                      aur haan humarey lein bhi dua karye ga
                      suna hai musafir ki dua qabool hoti hai
                      :)

                      boht shukriya Pakiza
                      Allah pak sab ko apni amaan mien rakhay.
                      Dua to hum kartay hee hien but aap k kehnay par ab yaad say doraan-e-safar bhi sab k liay dua karien gay.
                      khush rahiay sada.:)

                      Comment


                      • #12
                        Re: hukm-e-safar hay mohtaram

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        best of luck
                        thank you Aanchal.
                        khush rahiay sada:rose

                        Comment


                        • #13
                          Re: hukm-e-safar hay mohtaram

                          thanku
                          :salam:

                          Comment


                          • #14
                            Re: hukm-e-safar hay mohtaram

                            Originally posted by Khalil View Post
                            ALLAH hee hafiz
                            i know
                            Allah hee hafiz:)
                            khush rahiay sada
                            magar apnay kharchay par

                            Comment


                            • #15
                              Re: hukm-e-safar hay mohtaram

                              Originally posted by Pakiza View Post
                              thanku
                              :salam:
                              u welcome dear
                              khush rahiay:rose

                              Comment

                              Working...
                              X