Assalam alikum
meherban ....qadardan....saheban...pakistan
doston aur dostaniyon....kesey hain sab?...main tu theek hoon Allah ke karam se
app sab ki tawaja aik bari hi important baat ki taraf lani hai
ajj kal jesa ke sab dekh rahey hian ke PG par jung ki tayyari ho rahi hai
teen teen major aur aik pilot officer gashet kartey nazar aarahey hain
in sab foji jawano main se aik major apni duties ka bhrpur haq ada kar rahey hain
aur har haftey 1000 dhamakon se PG ko roshan kar rahey hain...ji haan ye koi aur nahi hum sab ke
Major YAARAM
hain jo khair se ab 18000 se zada posts kar chukey hian
bahut mubark ho Yaaram bhai...sada khush rahin aur yun hi pegham ko roshan kartey rahin

Comment