Assalamo allaikum membraan-e-Pegham
14. August hai aur aaj ham sab Pakistan ki Aazadi ka din mana rahey hain. Yeh din ham pichhey 58 saal sey mana rahey hain. Koi neya pan kaheen nazar nahin aaya. Pegham ki umer abhi ba-mushkil 4 maah ki hai. Main ney socha kyun na main apna pegham Pegham key membraan key naam doon to aik mukhtalif andaaz mein doon. Aik raastah dikhaoun apney pyarey pyarey doston ko aur khud aage barh kar is qaafiley ki muhaar pakroon - to dosto mera pegham na siraf Aazadi ka pegham hai balkey yeh Pegham ka mustaqbil bhi hai, woh soch jis key liye Pegham tashkeel paya tha uska aaghaz hai!!!
Khush Rahiye aur hamarey mission mein hamara saath dijiye
Masood

Comment